Phone Ki Ring hui
Phone Ki Ring hui.
Husband: Mere liye Ho To Kehna Mai Ghar pe Nahi Hun.
Wife Phone Utha k : wo ghar pe hain.
Husband: Mana Kiya phr Bhi
Wife : Ji wo mere liye tha
by Pak101.com (few years ago!) / 955 views
Similar Jokes
Shaadi k din patni pati se: "SUNO JI!!! Aaj se AAPKE bina MAI nahi MERE bina aap nahi"10 saal baad
patni:"KUTTE!!! Aaj ya to TU nahi ya MAI nahi"
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: tumhaari wife kyu hamesha gussa rahti hai?
Banta: maine galti se use bola tha
ki "tum gusse main bhi bahut khoob lagti ho"
by Pak101.com (few years ago!)
Lady 2 Doctor:
Mera Beta Motor Cycle Se Gir Gya
Doctor: I Dont Know Hindi
Plz Talk In English
Lady: My Londda Gironda From Hero Honda
by Pak101.com (few years ago!)
3 women:
Topic: Husbnds se kaam krwana
American:
maine husbnd se kaha k ainda khana tum pakao gy
2nd din us ne kuch na kia
3rd din usne rost bna lia
German:
maine husbnd se kaha k ainda ghar ki sfai tm kro gy
2nd din wo chup raha,3rd din pora gar saaf tha
pakistani:
maine un se kaha k ainda kapry tum wash kro gy,apne sab kam khud kro gy
agly din mujhy kuch nazar na aya
2nd din bi kch nazar na aya
3rd din aankh ki sojan kuch utri to kch nazar aya..:-
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar ne masjid se joti chori ki
Molvi:ene juti chuki edi tend kro
Sardar:aik pair le lo te foji cating kr deo
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa ek black aur ek white shocks pehenkar school aata hai.
Madam : Ghar jao aur moje
badalkar aao.
Santa : Koi fayda nahi, waha bhi ek black aur ek white moja hi rakha hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Snta-Yaar lag rha hai mujhe bird flue ho gya he.
Banta -Tuje kaise pata?
Snta-Yaar mera kal se udne ko man kar raha he..
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ko koi mob pe tung karta tha.
Pathan ne new SIM khareed kar usay msg kia,
Mene woh sim band kar dia hai. Ab tera baap bhi
mujhe tung nai kar saktha
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Banta khana bana raha tha aur pucha 'namak kidar
hai'?
Santa : namak nahi hai.
Banta : toh Dal mein kya daalu?
Santa : "COLGATE" dalo, usme Namak hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Baar Ek Aadmi Ki Car Se Takrake Ek Tota Behosh Ho Gaya.
Aadmi Ne Uspar Taras Khaya Aur Tote Ko Uthake Ghar Le Aaya.
Ussne Usse Pinjre Mein Rakha Dawayi Lagayi Or Khana Diya.
Tota Jab Jaaga To Ek Dum Se Hairani Hoke Bola
Tota: “Aaila Jail…? Wo Car Wala Mar Gaya Kya?“
by Pak101.com (few years ago!)