Teacher: Aaj tum late kyu aaye
Teacher: Aaj tum late kyu aaye? School 7 baje shuru hota he.
Funny Kid: Madam, Aap meri fikar mat kia karo, School shuru karwa dia karo.
by Pak101.com (few years ago!) / 1060 views
Similar Jokes
1 Pathan 2sre Se:
O Yara Humare Pait Me Gas Hy…!!!
2sra Pathan:
Khuda Ka Shukar Hy K
Petrol Nahi Hy Wrna
Amrica Qabza Kr Leta..!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Teachar to GOLU-Tum Khana khane se pehle Pray(dua) Kare ho
GOLU-Mujhe Pray karne ki jarurat kya hai Meri Maa Achha Khana Banati Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Aaj Ke Bacche.. :D
.
.
.
.
.
.
Postman knocked the Door..
.
A Kid came wid cigrete in
mouth &
Beer in hand.. .
Postman:" Papa hain.. ??
.
Kid:"Abe Bhootni K, Mujhe Dekh Ke
Lagta Hai Baap Ghar pe
Hoga..:p :O :D
Kid RocKz - Postman shock :D
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pati Apni Patni Ka Janaza Le Ja Raha Tha.
Janaze Ke Aage Ek Kutta Aur Peeche Aadmiyon Ki
Lambi Line Thi.
Ek Aadmi Ne Ye Dekha Aur Jab Uski Samajh Mein
Na Aaya Ki Ye Kya Chakkat Hai To Jaakar Pati Se
Puchha.
Aadmi: “Bhai Sahab Ye Sab Kaise Hua?”
Pati: “Ye Jo Kutta Hai, Is Ne Kaat Liya Tha”
Aadmi Ne Kuch Socha Aur Bola: “Ye Kutta Ek Din
Ke Liye Udhar Mein De Do”
Pati: “Jarur, Par Peechhe Line Mein Lag Jao“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dukandar ek aurat ko kapre dikha dikha k thak gaya
.
.
.
akhir bola, mujhe afsos hai apko koi kapra pasand nahi aaya
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aurat: Koi baat nahi mai to wese bhi sabzi lene aayi thi :P:P
by Mazhar Khan (few years ago!)
A cop pulls a guy over
Sir, why were you speeding?
Officer, I wanted to get home quickly, before I became really drunk.
by Pak101.com (few years ago!)
Kashti Chali
KiNaRa chhor dia
ASMAN ne SITARA Tor dia
Tu Aj tak nhi Sudhra
Jahan Dekhi DIWAR
( '.')
( ) , - - .
L L
Wahin fuwara chhor dia,
by Mazhar Khan (few years ago!)
"2 aurton ko 20 sal ki saza mli 20 sal ek 7 jail me guzarne k bad jb 2no riha hui to dono ne muskurate hue kaha:
"Chalo ab baqi baten ghr phnch kr krte hyn" ;
by Asif Riaz (few years ago!)
Sardar:aik kala bulb dena.
Dukandar:kala bulb ka kia karna hai?
Sardar:dopahir me sone k lye andera karna hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Chota Sardar:”Amma” Raat
Main Bathroom Da Darwaja
Kholiya Te Light Aapi Jal
Pae
,
,
,
,
,
,
AMMA,Way Haraam Diya, Tu
Fir Frej Wich Mutar Kr Ditta
by hearthackervsgirls (few years ago!)