Wife: Why are you waiting here?
Wife: Why are you waiting here?
Husband: Sher ka shikar karne ja raha hoon mere darling!
Wife: Toh jao naa khade kyu ho!
Husband: Kaise jaau.. Bahar kutta jo khada hai!
by Pak101.com (few years ago!) / 1147 views
Similar Jokes
Lalu Ji Ko English Sikhne Ka Bhoot Sawar Hua.
Aisi Hi Ek Din Unko Sonia Ji Ke Yaha Jana Pada.
Vaha Jake Kaam Se Fursat Pane Ke Bad, Lalu Ji Ne
Sonia Se Pucha
Lalu: “I Love You Ka Kya Matlab Hota Hai?”
Sonia: “Main Tumse Pyar Karti Hun?”
Lalu: “Lo Kar Lo Bar, Angreji Mein Ek Sawal Ka
Puch Liya, Pagli Fida Hi Ho Gayi Humpar“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 bar ghandhi ji k sar per 8-10 baal ug aye gandhi ji naai k pas gaye,
Naai gusse sai bola inhe ginu ya katu?
Gandhi ji sharmaty howy bole inhy color kar do
by Pak101.com (few years ago!)
Girlfriend: Kya shaadi k baad bi tum muje itna pyar karoge?
Funny Boyfriend: Kyon nahin? Mujhe to shadi-shuda girls bohot pasand hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Rishtay K Liye Tasweer Khicwa Raha Tha
Toh Tasweer Men Gadha B
A Gea Sardaar Nay Yeah Likh Kay Tasweer Bheji
Mein Khabbaay Pase Han.
by Mazhar Khan (few years ago!)
3 Friends Saath Mein Bethay They
1st One:
Yaar Main Itni Garam Chaye (Tea) Peeta Hoon K Jaisay Hee Ketlee Say Cup Mein Nikalti Hai Mein Peejata Hoon
2nd One:
Yeh Konsi Bari Baat Hai Mein To Ketlee Mein He Tyaar Ker K Ketlee Mein Hee Peejata Hoon
3rd One:
Uhh.. Yeh Konsi Bari Baat Hai
Main To Muh (Mouth) Mein Doodh, Patii Aur Cheenee (Sugar)
Daltaa Hoon Aur Gas Par Baith Jaatha Hoon
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: ager mujhe opration se kuch ho jaye to is doctor se shadi ker lena
Wife: ap asa kiun bol rhe hain
Sardar: to kya main is doctor ko maf ker don.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
RAAZ Dr. ne kha he k muje blood pressure he Jiski vaja se muje hert attack b ho sakta hy
FARAZ-Nhi aa skta.
R-Q.
F-Q..ki Ap Pathar dil he
by Pak101.com (few years ago!)
Bacha park mai betha ek ke baad ek toffee kha raha tha.
Paas betha 1 aadmi bola: Jo zada metha khata hai wo jaldi mar jata hai.
Bacha: Aap ko maloom hai mere dada ki umar 100 saal hai.
Admi: Wo metha kam khate hon ge?
Bacha: Nahi, wo apne kaam se kaam rakhte hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctor: Kya Takleef Hai??
Sardar: Seenay Me Boht Dard Ho Raha Hai
Doctor: Cigrette Peetey Ho?
Sardar: Han Magar
"Gold Leaf"
Hi Mangwaana.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Budget 2015
Chawal 1 Rupay k 2 Danay,
Daal 50 Paise ki 4 Danay,
Oil 10 Rupay k 2 Drops,
Doodh 2 Rupay ka 1 Qatra.
Zaroori Note:Jo bhi ye sab cheezen ek sath khareedega,usay Asli Desi Ghee ki Khushbu Muft sunghai jayegi.
Aur
Petrol Free dekhaya jaye ga
by sana (few years ago!)