Maalik Ne Pappu Ko Naukri Se Nikal Diya
Maalik Ne Pappu Ko Naukri Se Nikal Diya….
Maalik: Meine Jab Se Tumhe Naukri Se Nikala Hai…. Tum Roz Mere Ghar Ke Saamne Tatti Kyun Karte Ho,
Pappu: Aapko Yeh Ahsaas Karane Ke Liye Ki Naukri Se Nikalne Ke Baad Mein Bhooka Nahi Mar Raha Hoon
by Pak101.com (few years ago!) / 906 views
Similar Jokes
Santa kadi chawal kha rha tha , ek makhi us par baithne ki koshish kar rahi thi, ye dekh santa bola- hat hat ye woh nhi hai jo tu samajh rahi hai
by Pak101.com (few years ago!)
Aman class mein ek gadha
le kar aaya.
Teacher : Iss ko q laye ho?
Aman,”Teacher aap ne hi toh kaha
tha,” “ki aap ne kai gadhon ko
Insan banaya hai,”
Ab Banao...!
by Pak101.com (few years ago!)
A Pakistani army soldier walks into his officer's room.
To impress him, the army office picks the phone, dials a number and said "Yes sir, I understand sir. I will tell the Prime Minister. Goodbye."
Looking at the soldier he barked "What do you want?"
"Nothing sir." he replied. "I just came to install your telephone
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Santa Highway Pe Khada Lift Mang Raha Tha To Ek
Pathan Ne Usko Lift De Di
Thodi Der Bad Santa Ne Pathan Se Pucha.
Santa: “Tum Bike Itni Tez Kyu Chala Rahe Ho?”
Pathan: “Yeh Letter Bahut Urgent Dena Hai”
Santa: “Kaha Dena Hai?”
Pathan: “Abhi Address Padne Ka Time Nahi Hai”
Santa: “Ohh Achha, Fir To Bike Aur Tez Chalao
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan's Wife: Main kapray nichor nichor k thak gayi hon, Tum mujhe ek Spinner kyon nahi dila detay?
Next day Pathan SHAHID AFRIDI ko le aaya.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Hazraat ...aik zaroori ellan suniye ...
aik orat jiski omer 62 saal hai ...har baar ki tarah
is baar bhi ghar say bhaag gaye hai ...
maa ka naam WAPDA hai ...aur baap ka KESC
batati hai ...
uska naam ghalti say bijli rakh dia gaya hai ...
jisse bhi mile Khuda kay liyaa ..
oske susraal bhijwa dain ...
faqt uski saas
AWAAM
by Tanveer Hussain (few years ago!)
K.G. k bache ki dukh bhari shayri: Mohabat K Nam
Pe Saza Mene Payi He Gor Frmaye
Mohabat K Nam Pe Saza Mene Payi H Baki Sher
Baad Me Abhi SUSU Aai he!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy & girl playing Ludo.
BOY: Agar 1,2,3,4 ya 5 aya to I’ll kiss U.
Girl: What?
Acha aur agar 6 aya to?
Boy: Kabi Ludo nai kheli kya.6 aya tu dubara bari
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Physics ka bhi baap:..Question:- Which liquid turns 2 solid on heating..???...........................Ans:- BESAN KE PAKODE.
by Pak101.com (few years ago!)
Karachi main Light ka breakdown q hua..?
MQM: Taliban karachi main aa gaye hain.
PPPP: Ye jamhoriyat k khilaf sazish hai.
PML(N): Aaj adliya azad hoti to light na jati.
ANP: Light ki aarh main Pakhtoono ki nasal kashi ki ja rahi hai.
Students: Zaroor FARAZ ne taar kaata hoga :-D
by Abdul Sami (few years ago!)