Aati Thi Jaathi Thi
Aati Thi Jaathi Thi
Hansti Thi Hansati Thi
Bhagti Thi Bhagati Thi
Bolti Thi Bulwati Thi
Per Aaj Pata Chala Ki Woh Mujhe Rakhi Bandhna Chahti Thi
by Pak101.com (few years ago!) / 925 views
Similar Jokes
Why is Salman Khan disturbed these days?
Usi girlfriend jawaan ho gayi hai,aur bhabhi badnaam ho gayi hai…
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Yar Sooraj Raat Ko
Kyu Nhi Nikalta?
2 pathan:
kia pata nikalta bi ho
andhera itna hota hai kahan dikhai day ga...
by Pak101.com (few years ago!)
First Paki: Agar bina daanton ka Kuta kate to kya
karna chahie ?
Second Paki: Simple, bina Sui ke teeka lagva lo...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Congratulations sms na karne par ap ko Mba ki degri di jati hai , mba ka matlb hai
member of bhekari association
by Sabir shah (few years ago!)
1 Chota bacha road par Potti kar raha tha..
Police ne use pakad liya..
Jab use le jane lage to bacha bola,
O Kanoon k rakhwalo,
Saboot to utha Lo..
by Pak101.com (few years ago!)
2 admi motar cycle par pankha le kar ja rahy the pankha hawa se ghoom raha tha ek sardar ne dekh leya aour 500 ki texi karwai aur un k peche lag geya kuch fasly par un ko roka aur dono ko 1 1 lagai aur bola saaleyo bijli aggay nai labdi tussi sakotaraan te pakhey laaye hoye ne ..
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Try dis
think a no. b/w 1-9
Now add 5 to it
Multiply by 2
Add 5
Sub 3
multiply by 5
add 8
Write the num on paper.
Ab uska jahaz bana ke hawa main urao;-)
by Abdul Hannan (few years ago!)
Me phoolon wali razai lekar so raha tha
aaye ajnabi
kambakhat koi rat ko phoolon ko pani de gia.
by Sabir shah (few years ago!)
'Bacha peida hotay hi cheekha: Mujhay kuch nazar nhi aa raha, Mein andha houn..,....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan: mai tmry liya sub kuch chor dunga
Girl: Ammi abu
Pathan: yes
Girl: frndz
Pathan: yes
Grl: Naswar?
Pathan: BAJI CHALTI PHIRTI NAZAR AAO.
by Abdul Hannan (few years ago!)