1 Sardar Apne Bhai ko Maar raha tha.
1 Sardar Apne Bhai ko Maar raha tha.
1 Admi ne Poocha Tum ise q Maar rahe ho..?
Sardar: Doctor ne kya c
.
.
En’nu Dwai Kott k deni ay.
by Pak101.com (few years ago!) / 903 views
Similar Jokes
Malik alsi nokar se:- Yahan par itne sare machcher gun-gun kar rahen hai tu unhe maar gira.
Thodi der bad
Malik:- Abe sale nokar ke bachche maine tujhe machcher marne ko kaha abhi tak tune mare nahi. Woh ab bhi gun-guna kar rahe hai
Alsi nokar:- Malik machcher toh maine maar diye. Yeh toh unki bibi hai jo vidhva ho kar ro rahi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek ladka ek ladki k saath baitha tha. 2nd day doosri ladki k saath dekha gaya. 3rd day koi aur ladki thi. 4th day kisi nayi ladki ke saath tha
Moral: ladkiyan badal jaati hain, ladke nahin badaltey
by Pak101.com (few years ago!)
Customer: yeh kya offer hai? TV liya to 10 kerchief free!!!
Salesman: TV serials dekhne ke baad aapki aansoo ponchne ke liye
by Pak101.com (few years ago!)
Movie Dekhne Ke Baad Pappu Ka Dost Pappu Se Puchta Hai.
Dost: “Titanic Dekh Kar Kya Sikha?”
Pappu: “Sikha Vikha Kuch Nahi,
Abhi Tak Soch Raha Hoon Ki Aise Mast Moke Par Bhi Koi Painting Kaise Kar Sakta Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: I want to marry a smart woman, a good woman, a woman who will make me happy!
Santa: Make up your mind.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:
Larkiyan Bhi Ajeeb Hoti Hain
Baat Karo To Thappar Marti Hain
Pathan:
Yeh Tumne Bilkul Sahi Baat Kiya
Larka Hi Acha Hota Hai
by Mohammad Ali (few years ago!)
Maa bete se: uth jaa kambakhat dekh
sooraj kab ka nikal aaya hai
Beta: to kya hua amma wo sota bhi to
mujh se pehle hai.
by Rizwan Ajmal (few years ago!)
Billu: WHAT IS LOVE?Tillu: JAB GIRLFRIEND
PAADE AUR USKI BADBOO BHI TUJHE GULAB KI
KHUSHBOO KI TARAH LAGE.Tab Samajhna Tujhe
Sachcha Pyar Ho Gaya..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Maine kahin suna tha k
khubsurat cheezain dekhne se Insaan
khud b
khubsurat ho jaata hai..
So
Humesha
apne paas
Meri Tasveer rakha karo..! ;-)
by Abdul Hannan (few years ago!)
Wakeel ka beta:papa ami ne mujhe bila waja thapar mara hai.
Wakeel:sorry beta supreme court ke khilaf appeal high court me nai hoti
by Sabir shah (few years ago!)