2 ‘Pathano’ Ko Bomb Mila
2 ‘Pathano’ Ko Bomb Mila
1st Pathan: Chal Police Ko De Aain
2nd Pathan:Agar Bomb Raste Main Phat Gaya To?
1st Pathan: Jhot Bol Denge K phata hoa hi Mila Tha
by Pak101.com (few years ago!) / 812 views
Similar Jokes
Chaudhary to his adopted son:
Son what is the height of laziness?
Son: what more than adopting a child
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa, Banta & Bobby were going on a motorcycle:
Policeman gives hand to stop.
Santa shouted: Oye pagal, pehle he 3 bethe hain tu
kahan baithega?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dhadkan dil ki ruk jati hai,
Sanse aksar tham jati hai,
Bahut buri halat hoti hai yaaro,
Jab Girlfriend se shadi karne ki naubat aati hai..!!
by Pak101.com (few years ago!)
Aman school mein hans raha tha,
Chaman bola :- Chup raho
Aman :- Kyun ?
Chaman : mein monitor hoon.
Aman bola: mein CPU hoon, ab bol
by Pak101.com (few years ago!)
Customer: Ek kilo gaay(cow) ka doodh dena.
Shopkeper: Lekin tumhara bartan toh bahut chhota hai.
Customer: Theek hai toh phir bakri ka de de.
by Pak101.com (few years ago!)
*Love b4 Marriage*
Janu...tum nahe to mei nahe,
mei nahe to tum nahe...
*Love after Marriage*
"baghairta"...Aj tu nahe ya me nahe
by inayat khan (few years ago!)
1 Pathan Namaz parh raha tha
.
To dosra usky bare mai kesi ko bata raha tha ke yai boht Namazi owr naik banda hai.
.
Pathan Namaz thor kar bola:
Es ko bolo ke "hum ne Haj bhi kia hai"
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Pathan: Yeh FRIJ kitnay ka hai?
Pathan: Yeh FRIJ kitnay ka hai?
Salesman: Hum pathano ko koi cheez nahi baichtey,
Pathan after 1 month clean shave with 3 piece suit: Yeh FRIJ kitnay ka hai?
Salesman: Hum pathano ko cheezein nahi baichatay,
After 2 months full angrez ban k gaya: What’s the cost of that FIRIJ
Salesman: Hum pathano ko cheezein nahi baichatay,
Pathan gusay mein: Tujhe kaise pata chal jata hai k mein pathan hon?
Salesman: Kyun k yeh FIRIJ nahi “ALMARI” hai.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Dimag ghuma dene wala
question:-
.
.
.
... Income Tax aur Callertune me kya
similarity hai..???
.
.
.
.
.
.
Dono ka paisa hum bharte hai,
Maza koi aur leta hai.! :D:-P
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Kal maine Hinjaro ke Raja ko dekha tha
Banta: Kahan, kya naam hai
Santa:Yuvraj Singh, Sab usko angreji me bol rahe the, SIXER KING
by Pak101.com (few years ago!)