Ek Bar Gandhi Ji
Ek Bar Gandhi Ji Gym Gaye, Vaha Unko Rajinikant Mila Aur Unse Bola.
Rajinikant: “ Wah Re Bapu, KyaBody Hai! ”
Bus Tabse, Unhone Shirt Pehenna Chod Diya..!!
by Pak101.com (few years ago!) / 1127 views
Similar Jokes
Sardar: Interview Deny Gaya.
Officer: Tumhari Taleem Kiya,
Sardar:
L.L.K.M.P
Officer: Yay Kon c Degree Hai,
Sardar: Lamk Lamk K Matric
Pass.
by tanveer hussain (few years ago!)
Police :tumhe kal subah 5 baje phansi pe latkaya jae ga.
Sardar:ha ha ha ha
police:kiun hans rahe ho?
Sardar:me to subah 8 baje uthta hun
by Sabir shah (few years ago!)
Girl- Is jeans ki price kitni hai?
Dukandar- Rs.3000 Only.
Girl: uff....!
Aur uss Jeans ka kya price hai?
Dukandar: uff uff.
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: Mere dada ney 1857 ke jang main dushman ki tangain kaat diye thhe. .
Dost: Gardanien kyun nai katein?
Boy: Wo pehle se he kati hui thi.
by Pak101.com (few years ago!)
Legal Voting Age Fr Boys- 18yrs..
Legal Marryng Age Fr Boys- 21Yrs..
Wat Is Proved??
"Its Tougher To Control A Wife, Than A Country" !!!
by Pak101.com (few years ago!)
Husband : Ari Bhagwan, Tum Mujhe Bazaar Mein
"A.G." Kehke Kyon Bulaati Ho ? Kabhi Akele Mein
To Mujhe "A.G." Nahi Kehti ?
Wife : Bazaar Mein Sabke Saamne "ABEY GADHE"
Kahungi, To Kya Achchha Lagega
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bhikari: Mein bahut lachaar hu khane ko kuch de dijiye.
Lady: hatte khatte to dikh rahe ho hath per bhi salamat hain phir kis baat se lachaar ho?
Bhikari: Ji apni aadat se.
by Pak101.com (few years ago!)
1sardar ko 3bomb mile
wo police ko dne chala gya
Sathwla admi bola-agr koi bomb raste me fat gaya to
Sardar"Jooth bol denge ki 2 hi mile the
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: What are the people of Turkey called?
Student: I don't know.
Teacher: They are called Turks, now What are the
people of Germany called?
Student: They are called Germs.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A MEMON MOVIE
Hero: Hamja
Heroin: Julaika
Villain: Ghaffaria
Ghaffaria Julaika Ko Utha K Le Ja Raha Hay
Aur Wo Chilla Rahi Hai:
“Meekay Bachaai Hamjaa
Meekay Bachaai!”
Hamja:
Julaika! Aon Natho Achi Sakno..
Dukan Te Bo Rush Hai!:-D
by Pak101.com (few years ago!)