Ek Ladki apne BF k sath
Ek Ladki apne BF k sath Ghoom Rahi thi.. .
.
.
Itne me us ka
husband aa gaya aur uske BF Ko pitne
laga..
Ladki- Maar saale Ko
Apni biwi ghumaata nahi h,
Aur dusro
ki biwi gumaane le aata hai...
.
.
.
(itne me BF josh me
husband ko marne laga)
.
.
.
Ladki - Maar saale Ko, na khud ghumaane le jata hai,
na kisi aur ko ghumaane deta hai...
by Pak101.com (few years ago!) / 894 views
Similar Jokes
Girl in a party to a man:
Excuse me sir kia aap mere FACE se 1 cheez hata sakte hain?
Man (KHUSH hoe huye):
...
HAAN haan Zaroor bolo kia MiSsss?
Girl: Manhoos aadmi apni nazrien...:
by Pak101.com (few years ago!)
Negro died & went heaven!
Angel-Who r u?
Negro:(2 impress her)Leonardo Di Caprio(Titanic Hero)
Angel is cnfsed & asks a frnd:abe titanic jala tha ki duba tha?
by Pak101.com (few years ago!)
Girl: Main Fail Hona Chahti Hon
Frnd: Kyun?
Girl: Ammi Ne Kaha Ha K 1st aayi To Science Dilwaengi
... 2nd aayi To Arts
Or
Fail Hoi To Shadi Kara Dungi...
by Pak101.com (few years ago!)
2 sardaron ko 2 bomb mile,
1st Sardar: chal police ko de k aate hain.
2 sardar: agar koi bomb raaste me phat gaya to?
1st sardar: jhoot bol denge ki 1 hi mila tha
by sana (few years ago!)
Tachr:Sabse bada pagal koun he?
Santa ka beta utha.
T:Shabash bete batao.
Beta:Jaan se maar dunga agar kisine mere papa ka naam liya to.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Driving On D Wrong
Side Of One Way Road
He Became Upset & Said :
Shit I Think I Am Late To
The Function All R Coming Back
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ne 1 jalti howi building
sai 6 logon ko nikala!
Phir bhi usay logon nai boht maara:-(
Q???
Is liye
K
Wo 6 log
Fire Brigade walay thay:-
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek admi ne zindagi se tang aa kar kaha
"Es zindagi se tu Mout achi hai"
.
Ek dam farishta aya owr bola ke "mai tumhy lainy ayah on"
.
Admi bola: Lo ab insaan mazak bhi nai kar sakta
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Hindi Lawyer to Gujarati: "Gita pe haath rakhkar kaho ke...... "
Gujarati : "Yeh kya, Sita pe haath lagaya to court mein Bulaya. Ab fir Gita pe haath!!"
by Pak101.com (few years ago!)
True Story Of A Married Man :
.
.
Maang Bharne Ki Sazaa Kuch
Is Tarah Paa Raha Hoon,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Maang Poori Karte Karte,
Maang Maang Ke Kha Raha Hoon..
by Mazhar Khan (few years ago!)