Girl- Dadiji
Girl- Dadiji Aapke Time me 10-10 Bacche kyu hote the?
Dada- Hamare time me Bijli nhi hoti thi...
Raat ko kaun aaya, kaun gaya malum hi nahi padta tha!! :D :P :->
by Pak101.com (few years ago!) / 902 views
Similar Jokes
Do memon hotel mein aik dusre ko mile...
4 din baad dono mar gaye...!
Wajah kya thi...?
Woh 4 din aik dusre ko dekhte rahe.. Ke khana kon
mangwaye ga...?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husband: Today is sunday & I have to enjoy it. So i bought 3 movie tickets. Wife: why three? Husband: 4 u and ur parents.
by khalid hussain (few years ago!)
Girl: Suna hai is ghar mein
bhoot-pret rehte hain?
Santa: pata ni,
main to 7 saal pehle hi mar gaya tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Laloo: Beta ye kaisi machis laaye ho. Sasura ek bhi teeli nahi jal rahi.
Funny Son: Kya baat kartay ho papa sab ki sab check kar kay laya hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Rishta discussion now a days:
Larkay Walay: larki ne kya kiya hua hai??
Larki Walay: jee Masha Allah candy crush
kay 110th stage per hai :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Google Earth give us the opportunity to go and see every part of world...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
And what we do??We end up looking at our own house
by Mazhar Khan (few years ago!)
Banta: Yeh chaaku kyon ubaal rahe ho?
Santa: Suicide karne ke liye
Banta: To phir ubalne kui kya zaroorat hai?
Santa: Kahin infection na ho jaaye
by Pak101.com (few years ago!)
Boy:- Jaanu Humare Pyaar Ke Bare Me Kisi Ko
Mat Batana…
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Girl:- Tumhari Bahen Ko
To Zaroor Bataungi.
Kehti Thi Koi “Kutta” Hi Hoga Jo Tujhse Pyaar Karega..:p:p
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Police: Kuch der me aapko phansi di jayegi ap ki aakhri khwaish kya hai?
Funny Yoga Guru: Plz muje Yoga position me fansi lagan. Sar Niche aur feet upar karke phansi dena.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Aadmi chila raha tha "PRIME MINISTER kutta hai"
Police wale ne 1 thappar maara or bola "chal thana, P.M. ki insult karta hai?"
Aadmi bola "maine to Japan ke P.M. ke liye kaha tha".
Police wale ne 2 thapper or maare or bola "bewaqoof banata hai? Humein nai pata kon sa P.M kutta hai?"
by Pak101.com (few years ago!)