Kiss karne ka style
Husband: Begam aaj koi aysi baat kaho
jis sy dil khush bhi ho jaye aur jal bhi jaye?
WIFE: tumhare sab doston mein sab se
acha kiss karne ka style tmhara hy.
by Pak101.com (few years ago!) / 1116 views
Similar Jokes
Ek admi ne zindagi se tang aa kar kaha
"Es zindagi se tu Mout achi hai"
.
Ek dam farishta aya owr bola ke "mai tumhy lainy ayah on"
.
Admi bola: Lo ab insaan mazak bhi nai kar sakta
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
There were three sardars. 1st: i have not written anything on the paper because i dont no the answers. 2nd: i have also not written anything. 3rd: shit yaar. teacher will thought that we three has cheated.
by Mohammad Ali (few years ago!)
'Lady Dr: Tm to hr saal Pregnant hoti thi ab 3 saal hogye koi khuskhabri nhi.
Q....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek baar ek terrorist ne Ritu ke ghar mein bomb rakh diya.
Log chillaye : Ritu bomb hai, Ritu bomb hai.
Ritu sambhal kar boli : Dhatt teri ki, woh toh mein jawani mein thi !! Ab nahi rahi.
by khalid hussain (few years ago!)
Boy : Why
You Did Not
Close Your Eyes
When
I Kisses You ?
.
.
.
.
….
.
Girl : Kaminay .. Last Time Eyes
Close Ki Thein, Tab Tu Ne Mere
Purse
Se 500 Rupy Chura Liye The … =P:)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2 Pathan Pehli Baar Umrah Karny Gaye:
Dono Khana Kaaba Ka Tawaaf Kar Rahy Thy.
Asar ki Azaan Hui, Aur Dono Baahar Chalay Gaye.
?
?
?
?
?
Masjid Dhoondhny
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ramu: Kaise ho bhai.
Shyamu: Aacha hu.
Ramu: Tum Gadhe ho kya.
Shyamu: are tumhe aaj tak itni badi galatfahmi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Bcha Dabang dekh kar aya
School mein sir :
baita tumhare sare ans galat hein marks de to kahan?
Bcha :
KAMAL KARTE HaiN MASTER JI.
MARKS HI TO MANG RAHE HAIN,
CHUP CHAP DE DO WARNA THAPAR MAR K BHI LAY SKTE HAIN.
Sir:
Badtamiz
bcha:
BADTAMIZ SE YAAD AYA,
AAP K PAPA KAISE HAIN?
Sir:
Nikal ja meri class se,
bcha:
CHUP CHAP SE MARKS DE DO
WARNA ANS SHEET ME ITNE CHED KARENGE K CONFUSE HO JAOGE K MARKS KaHAn DEN OR ZERO KAHAN DAIN!
by inayat khan (few years ago!)
Santa ek black aur ek white shocks pehenkar school aata hai.
Madam : Ghar jao aur moje
badalkar aao.
Santa : Koi fayda nahi, waha bhi ek black aur ek white moja hi rakha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:What is half of 8??
Rajnikant:
4
...
Santa:
Depend karta hai agar horizontally aadha karo to '0'
Aur vertically kaato toh '3'.
Santa rocked.
Rajnikant shocked\=D
by Pak101.com (few years ago!)