Bhikari Sahab Ek Rupiya De Do
Bhikari-sahab ek rupiya de do.
Sahab-tumhe sharam nahi aati road par khade hokar bhikh mangte?
Bhikari-abe tere ek rupiye ke liye office kholu kya?
by Pak101.com (few years ago!) / 930 views
Similar Jokes
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Abdul Sami (few years ago!)
Ek Aadmi chila raha tha "PRIME MINISTER kutta hai"
Police wale ne 1 thappar maara or bola "chal thana, P.M. ki insult karta hai?"
Aadmi bola "maine to Japan ke P.M. ke liye kaha tha".
Police wale ne 2 thapper or maare or bola "bewaqoof banata hai? Humein nai pata kon sa P.M kutta hai?"
by Pak101.com (few years ago!)
Aaju-Tere Papa Tailor Hai Or
Teri Shirt Fati Hai,
Muju-Sharm Ki Baat To Ye He Ki
Tere Papa Dentist He Or Tera Bhai Bina DANT Ke Paida Hua
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA-Agr Nariyal K Ped Pr Chad Jau To Engg. Clg Ki Ladkiya Dikh Jayengi
BANTA-Fir Hath Chhod Dena,To Medical Colege Ki b Dikh Jayengi.
by Pak101.com (few years ago!)
Shehzada Saleem: Meray Ammi Our Abba Huzoor
Mujh Say Itni Mohabbat Krtay Thay,
K Poori Poori Raat Wo Dono Mujhay Sulanay K Liye Jaagtay Rehtay,
Laikin Main Phir Bhi Nahi Sota Tha…
Wazeer: Shehzada Hazoor,
Ap Ka Iqbal Buland Ho. Ap Ki Isi Bagherti Ki Waja Say Aap Iklotay Reh Gaye…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Shaer: O budhe! Ruk! Main ne tera khoon pena hai.
Budha: Kissi jawan ka ja kay piyyo. Who garm ho ga.
Shaer: Nahain! Aaj mera dil cold drink pene ka ker reha hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1st Pathan: O yara Bike q tez krdi.
1st Pathan:
O yara Bike q tez krdi.
2nd Pathan:
Break fail ho gya ha is se pehle accident ho jai jaldi se ghar phuch jate hen.
1st Pathan:
Good!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Police Askd Thief “Y U Went 2 Steal 3 Times In The Same Store?”
.
.
.
.
Thief Replied
Sir I Stole 1 Dress For My Wife & I Went Back 2 Change It Twice.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Beti: Maa Gaon mein Fauji aaye hain
Maa: andar aaja inki niyat bahut kharab hoti hai
Beti: Maa fauji Pakistani hain
Maa: to bakri ko bhi andar le aa
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pagal Har Wqt Kehta ta
Ghulail Bnaon Ga Chiriya Maro Ga….
Ghulail Bnaon Ga Chiriya Maro Ga…..
1 Din usko Paglon K Dr. K Pas Le Gy Uska Elaj Kia
Dr: Ab Kya karo Gy….?
Pagal: Shadi karon ga Nokri Dhondon ga.
Ghar Basaon ga.
Doctor: Very nyc Phir kya karo Gy…?
Pagal: Bachon ko achy School Bhejon ga.
Unki Brthday karon ga Nekar or shirt gift ayen gi
DR: Good Good Phir….?
Pagal: Un ki nekar se lactic Nikalon ga..
.
Phir
.
Ghulail Bnaon ga or chiriya Maron Ga.
Dr: Lakh Di Lanat Hy Tery Te.. :p
by Mazhar Khan (few years ago!)