munna bhai
LECTURER: Write a note on Gandhi Jayanti.
CIRCUIT WRITES: Gandhi was a great man,
but maa kasam i dont know whois Jayanti.
Koi locha-lafda hoga buddhe ka!
by Abdul Basit (few years ago!) / 930 views
Similar Jokes
Jeet Chuke Hum Her Jung,,
Ab Yeh Baazi B Hamari Hai,,
Boht Zaleel Ho Chuke
Faraz
Sardar
Aur Aapa
Ab
VEENA Ki Baari Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
This Poem Is For All Students..
Kaali kaali khaali raato se hone lagi
Hai dostiiii…
.
.
Khoya khoya in Kitabo me, Aata mujhe, kuch bhi
nahi..
.
.
Har Problem har Concept main kaise sehta hu….
.
.
Har pal har lamha main khud se ye kehta rehta hu..
.
.
Tujhe bhula diya…
Tujhe bhula diya…
.
.
phir kyun tere syllabus ne mujhe
Rula diya.. Mujhe rula diyaa..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan: Mera yaar aaya hai chai to bana do.
Wife:
Mein nahi bana rahi.
Pathan
Bana de jab tera yaar aaye ga to mein b bana doonga.
by Pak101.com (few years ago!)
Tahirul Qadri said
Main shaheed hone ke liye tayyar hm mager mujhe security di jy
(Taherul Qadri)
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
GOLU SCHEME Wali Bottle ka Dhakan
Baar Baar Khol K Dekh Raha Tha
MOLU- Kya Hua?
GOLU-Dhakkan Me Likha Hai "Try Again." :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Suno,
dettol istamal mat karna.:-)
suna hai us se jarasim mar jate hain
magar
hum ap ko khona nai chahte.
by Sabir shah (few years ago!)
Pata nhi kyu
log meri itni respect krte h
main jb unhe msg krti hun to wo apna sir neeche jhuka kr mera msg padhte h
bilkul aapki tarah.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher : Saach aur Veham main kiya farak hai?
Boy : Aap hum ko padha rahi hain ye SAACH hai. Aur hum padh rahe hain ye aap ka VEHAM hai.
by haleema sadia (few years ago!)
1 Baar 1 chor ne apni mangetar ko sone ka set dia
Mangetar ne khush ho k pucha is set ki keemat kya h?
Chor ne jawaab dia....:
Teen Saal Qaid...!!!
by Pak101.com (few years ago!)
PATHAN ko chiragh mila . chirag ragara.
JIN ne kaha “3 wishes bato.”
PATHAN: No 1 . Eik bara bangla .
No 2 us main Khob dolat mand log.
No 3 Humko is main chokidar lagwa do
by hearthackervsgirls (few years ago!)