Afridi Ne Ball Chaba k
Afridi Ne Ball Chaba k De Diya Is Baat Ka Saboot!
.
.
.
.
K Colgate Banaey, Masoorhe Sehet Mand or Daant Mazboot. :-)
by Mazhar Khan (few years ago!) / 761 views
Similar Jokes
Larki: Mairy ammi ko tum boht pasand aye ho
.
Pathan: Kuch bhi ho, hum shadi tum se hi karega
by Mazhar Khan (few years ago!)
A Memon On His Death Time
My Wife Where R U?
Wife: Yes,I M Here
My Sons: My Daughters R U All Here? Yes: Papa
To Phir Brabar Wale Kamre Ka
Pankha Q Khula He?
by Pak101.com (few years ago!)
Neend Or Susti Hamari Dushman Hai
Allama Iqbal
Hmen Apne Dushman Se b Piyar Krna Chahye
Qaid e Azam
Ab Banda BABA Ke Many Ya Chacha Ke.?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: Yaar aaj pehli bar maine accha kaam kya, jiss par logon ne mujhe bohat mara!
Banta: Woh kya..
Santa: Ek makan mein aag lagi thi, aur andar kuch log thay, maine window tori aur andar ja kar sab logon ko bahar nikal diya.
Banta: Toh logon ne kyun mara
Santa: Yaar, kyun ke woh sab log fire fighter thay!
by Pak101.com (few years ago!)
3rd Patni-Aapki 1st Wife Kaise Mari
Pati-Zeher Khane Se
Patni-Aur 2nd
Pati-Use Goli Marni Padi
Patni-Q?
Pati-QKi, Wo Zeher Nahi Kha Rahi Thi
by Pak101.com (few years ago!)
THIS IS A CLASSIC ::
Santa ne facebook pe apna account banaya
aur apni WALL pe likha :
“Yaha thukna mana hai”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bhikari:Kuch Khana Dedo
Admi:Tamatar Khao
Bhikari:Roti Dedo
Admi:Tamater Khao
Bhikari:Tamater Hi Q?
Wife:Ye Totla Hy Keh Rha Hy
Kama-Kar-Khao
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan;
Amma kya Tum Ne Hum ko Paida Hone Se Pehle Dekha Tha?
Amma: Nahi To
Pathan:
To Phir Paida Hone k Baad Hum ko Pehchana kaise k Me Gul Khan hun.
by Pak101.com (few years ago!)
3 cheezein insan ko dekhte dekhte dhooka de jati hain
1.hansti hui larki
2.khamoshi se baitha howa kutta
3.pakistan cricket team
by Sabir shah (few years ago!)
Santa- “Meri patni mera itna khyaal rakhti hai ki kal mehmaano ke vidaa hone ke baad jab maine usse kaha ki garam paani ka jaldi praband kare to usi wakt paani garam kar diya|”
Banta- “Waah! Lekin us samay bechaari ko paani
garam karne ka kasht kyu diya?”
Santa- “Kyuki mai thande paani se bartan
nahi dho sakta tha|”
by Pak101.com (few years ago!)