Japan ke Prime Minister
Japan ke Prime Minister: Tum hum ko 3 saal ke liye Bihar de do, hum usko Japan bana denge.
Laloo: Tum humko 3 months ke liye Japan de do, hum usko Bihar bana denge.
by Pak101.com (few years ago!) / 1197 views
Similar Jokes
Tumhe kal subah 5 baje phansi di jayegi. Sardar: Ha Ha Ha Ha!
Police: Kyon hasn rahe ho? Sardar: Main to uthta hi subha 9 baje hun.
by Pak101.com (few years ago!)
Sabzi waala sabzi pe paani chidak raha tha,
kaafi der ho gayi,
Customer gusse mein aa ker bola:
Bhai saheb: agar bhindi ko hosh aa gaya ho
to Aik kilo de do :P ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek pathan ne new car li
aur drive pe nekla thora agay gaya to toll plaza aya admi bola han khan g!!!
pathan bola full kar do:-D
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Zindagi me Jab Tumko koi Rasta Dikhai Na De
Koi Manzil Dikhai Na De
Koi Apna Dikhai Na De
Tu Tum Mere Pas aa jana
Me Tumhen
Aankho k Doctor K Pas Le Jaonga
by Pak101.com (few years ago!)
In 2020 girl:"Dekh yar kya item jaa raha hai
Oye Murgey Tera mobile no. Kya hai. ?
.
.
.
.
Boy:"Aap ke ghar me baap, bhai nahi hai kya ?
.
.
.
Girl:"baap aur bhai sab hai, par tu nahi hai na chikne :D
by Pak101.com (few years ago!)
TEACHER :Give me three reasons why the world is round
Pupil : Well my dad says so, my mum says so and you say so !
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Yar Mere Bal Boht Gir Rahe Hain
Frnd:Wo Kyun?
Sardar: Fikr Se?
Frnd: Konsi Fikr Hai Tume?
Sardar: Bal Girne Ki Fikr Se
by Pak101.com (few years ago!)
1 SARDAR Or American Siri Paye Kha Rahe Thay.
American K Hath Me Bakray Ki Zaban Agai.
American:
Wats This?
SARDAR:
Lo Dasso
O Khotaiya “This Is Language”
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Drives In To 1-Way & Crossed NO ENTRY Board.
Police: No ENTRY Ka Board Nai Dekha?
Pathan: Mujhe Laga Film Ka Poster Hai..
by Abdul Hannan (few years ago!)
SHERU ARPITA SE BOLA -
BHAI AAJ TO CHAY PINE KA MAJA AA GAYA.”
ARPITA NE KAHA- “UNCLE JI, AGAR BILLI NE
DUDH ME MUH NA MARA HOTA TO AUR BHI MAJA
AATA.”
by Tanveer Hussain (few years ago!)