1 larky ko larki se pyar ho gya
1 larky ko larki se pyar ho gya lekin larki ne usy thukra dia
Larky ne kaha tum 10din k andar mujh se muhbbat ka iqrar kro gi
Or larka din rat barish main dhoop main us k ghar k samne khara raha
9 din k bad larki ko waqae larky ki muhbbat ka ahsas ho gaya us ne socha suba pyar ka iqrar krun gi lekin jab wo larky ko milne gyi to larka usy wahan na mila or 1 kaghz mila jis par likha tha
Tere chakkr main teri behan set ho gyi hai
Sorry Baji…..:-
by Pak101.com (few years ago!) / 1348 views
Similar Jokes
Sher k retire honay k bad Jungle k saray janwar naye badsha ko chun ne k liye Loomri ki sadarat main jama they..
Achanak kutta khara ho k bola k is bar badsha usay banaya jaye.
Loomri muskura k boli!Maa sadkay!! Yeh jungle hai. Pakistan nahi.:-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pati: aaj sunday hai aur aish karna. movie ke liye 3 ticket laayaa hoon.
Patni: teen kyu?
Pati: tumhe aur tumhaare maata pitaa ke liye
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: When you yawn, you're supposed to put
your hand to your mouth!
Pupil: What, and get bitten?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bhikari: Amma thoda sa khana dena
Amma: Abhi khana nahi bana hai
Bhikari: To banane ke baad miscall kar dena
by Pak101.com (few years ago!)
Papa: Beta, tum fail ho gaye. Mene to kaha tha na ki agar tum 12th pass ho jaogey to mein tumhe motorcycle dilaunga.
Beta: Mujhe pata hai papa.
Papa: phir tu fail kaise ho gaya?
Beta: Mein motorcycle chalana sikh raha tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Principal: Chaman tum class mein der se kyun aaye ho?
Chaman: Sir, gaadi puncture ho gayi thi….
Principal: To tumhe bus se aa jaana tha
Chaman: Socha tha sir, lekin aapki beti sunti hi nahi ha….
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Khubsurat Teachr ne 3 Bcho ko Thapr Mara
Punjabi Bacha: Sori Mam
Pathan Bacha: Hamara Kia Glti Hai Mam
...
Multani : Aaaaahhh!Maza Agya..:-):-P
by hearthackervsgirls (few years ago!)
English: The sooner the better.
Hindi: Jaldi ka kaam shaitaan ka hota hai..
English: Think of the devil, and the devil is here.
Hindi: Badi lambi umar hai tumhari, abhi tumhe hi yaad kar rahe the..
English: Dont wait, fight for ur rights.
Hindi: Sabra ka fal meetha hota hai…
Last and the best one…
English As wise as an owl.
Hindi: Ullu ka pattha
by Pak101.com (few years ago!)
This Poem Is For All Students..
Kaali kaali khaali raato se hone lagi
Hai dostiiii…
.
.
Khoya khoya in Kitabo me, Aata mujhe, kuch bhi
nahi..
.
.
Har Problem har Concept main kaise sehta hu….
.
.
Har pal har lamha main khud se ye kehta rehta hu..
.
.
Tujhe bhula diya…
Tujhe bhula diya…
.
.
phir kyun tere syllabus ne mujhe
Rula diya.. Mujhe rula diyaa..
by Mazhar Khan (few years ago!)
• Wife: ”Mujhe kisi mehangi jaga le ke chaliye na ji”
.
.
.
Husband: Chalo, tayyar ho jao…”
.
.
.
.
.
Petrol pump chaltay hain
by Abdul Hannan (few years ago!)