Boy: Mey 4 yrs ka hun, or tum?
Boy: Mey 4 yrs ka hun, or tum?
Girl: Mey b 4 yrs ki hun
Boy: To phir chal na, sharmana kya?
Girl(sharmate hoie): kahan?
Boy: Polio k qatry peeney…
by Pak101.com (few years ago!) / 993 views
Similar Jokes
Judge:u r crossing the limits.
Lawyer:kon saala aisa kehta hai.
Judge:how dare you call me saala?
Lawyer:my lord,i said kon sa law kehta hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan: Tumhara Pen me Ink nahi hai kia?
Girl: andhe ho kia?Chal to rAha hai,,
Pathan: Acha to Phir apna number likh k dikhao,<
(',')/' />
O teri kher_/ / bchi sy nmbr leny ka nia treqa.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
3 Idiots Urdu Funny Jokes Tamam Pakistani Bhaiyon Aur Unki Behnon Se Appeal Hai. Ke Please Aamir Khan ki New Movie “3 IDIOTS” Na Dekhen. Kyon K . . Woh Abhi Tak Release He Nahi Hui Hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
3 sardar picnic par gae wahan ja kar yad aya k pepsi to ghar bhol gaye
Decide kia ki sab se chota sardar ja kar pepsi le aaye
Chota sardar:Main is shart par jata hun k tum mere ane tak samose nahi khao ge
Dono ne kaha thik hai
1 din guzar gaya sardar ni aya
2 din guzr gaye
2no ne socha k ab samose kha lne chahye
Jaise hi samosa uthaya chota sardar ped k peche se nikal k bola....
Aisa karoge to main nahi jauga.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar with a new mobile called everyone from his
Phone Book & said "My mobile No. has changed
Earlier it was Nokia 3310 now it is 6610".
by Tanveer Hussain (few years ago!)
PROFESSOR : Gandhi Jayanti ke baray mein kya
jante ho?
MUNNA BHAI :Gandhi bahut zabardast aadmi tha,
Baap. Maa Kasam, par apun ko yeh nehin maloom ke
yeh Jayanti kaun hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa- Tum Jo Bol Rahe Ho Mujhe Sunai Nahi De
Raha Hai.
thoda Sor se Bolo to awaz aaye
Banta- Main To Chewing Gum Chaba Raha Hu.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Pinjre Mein Kuch Tote Ek Toti Ko Chhed Rahe The.
Jabki Dusre Pinjre Mein Ek Tota Pooja Aur Dusra Tota Namaz Padh Raha Tha.
Malik Ne Socha: “Kitne Nek Tote Hain, Inke Pinjre Mein Toti Safe Rahegi”
Usne Toti Ko Nek Toton Ke Pinjre Mein Daal Diya.
To Pooja Karne Wala Tota Namaz Padhne Wale Tote Se Bola
Tota: “Utho Khan Sahab Dua Qubool Ho Gayi“
by Pak101.com (few years ago!)
Wife husband say :
aji sontay ho main aaj kal bohat kubsort hoti ja rahi
hon
Husband:
tumhay kis nay kaha?
wife:
meri khubsorti daikh ker aab rotian bhi jelnay lagi
hain
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan: Jab Hum Chota Tha
Tab Hum Minar-E-Pakistan Se Gir Gaya Tha
Dosra Pathan: Tum Mar Gaya Tha Ya Bach Gaya Tha
Pehla Pathan: Hum Ko Yad Nahin
Uss Waqt Hum Boht Chota Tha:-/
by Pak101.com (few years ago!)