panche
ek panche ur raha tha..........................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................bas urr gya.......
by Mukhtiar Ali (few years ago!) / 897 views
Similar Jokes
jo rat ko khana nai khaey ga usay 5Rs milay gy
Bachay 5Rs le kr so gaey
subha Sheikh says:
Jo bacha 5 Rs de ga usay nashata milay ga..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar ki mah ki death ho gai,
ek saal bad sardar ka baap America sa wapis aya,
us na poucha teri mah kahan ha,
sardar bola wo to pichlay saal hi mar gai thi,
sardar ka bap ronay lga or bola
kuttay,kaminay to tu na mujhay btaya q nhi,
sardar bola,
Me na socha surprise don ga
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikari Pathan sy!
mujhy khaany ko kuch mill sakta hy.
Pathan:kal ki Roti kha lo gy?
bhikari: G han bilkul.
Pathan: acha to phir kal Time se Aa jana…
by Pak101.com (few years ago!)
Baba Saxidas Ji Ke Pass Unki Ek Nayi Nayi Bani Bhakt Ladki Jiska Naam Rashii Thha Aayi Aur Pucha.
Rashii: “Baba Ji, Ye Aajkal Ladke Log Mandir Jyada Kyu Jane Lag Gaye Hai?”
Baba Saxidas Ji Muskuraye Aur Bade Pyar Se Ladki Ko Samjhaya.
Baba Ji: “Beta, Kyunki Vo Hi Ek Aisi Jagha Hai Jaha Pooja, Shanti, Aarti, Bhawna, Shardha, Archna, Jyoti, Aradhana, Tripti Aur Mukti Milti Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan K Mobile P Raat 2 Baje Phone Aya:
Aap So To Nahi Rahy Thy
Pathan Ghussey Me Bola:
Khabees Ka Bachcha..
Zarori Nahi K
Har Pathan Chowkidaar Ho
by sana (few years ago!)
Judge To Sardar:
Tumhein Ek Baar Bhi Chori Karte Waqt Apni Maa Ka Khyal Nahi Aya?
Sardar: Main Ki Karaann?
Dukaan Mein Sirf Gents Suits Hi Thay !
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: batao pepsi faida deti hai ya nuqsan
Student: koi pila dai to faida
Pilani pary to nuqsaan :P
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Dukan Se Baraf Lene Gaya.
Baraf Se Dhuan Niklta Hua Dekh Kr Bola ...
'Wah Kocha, Sab Ko Thandi Deta Hy Aur Hum Ko GARAM Deta Hy.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Kal tum school kyon nahi aye thay?
Pathan: Mujhe bird flu hogaya tha
Teacher: Ye to murghiyon ki beemari hai
Pathan: Apne mujhe insan chorha hi kab hai roz murgha bana deti hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Pakistani Dosray Say:
Yar Kehtay Hain Iss Bar
Jung Computer Say Lari Jai Gi?
2nd: Haan Misile Computer Say Control Hotay Hain Na ?
1st:
Phir To Hum Jung Haar Jain Gay
2nd:Wo Kaisay?
1st: Yar Agr Misile Chalanay Say Pahlay He Bijli Chali Gayi To?
by Pak101.com (few years ago!)