Reliance 3G CDMA Akhir Hai Kya?
Ek Baar Santa Ne Reliance Ka Mobile Purchase Kiya Or Banta Ko Dikhate Hue Bola
Santa: “Yaar Ek Bat Mujhe Aaj Tak Nahi Samajh Mein Aayi”
Banta: “Konsi?”
Santa: “Yaar Reliance Ke Phone Ke Piche 3g Cdma Kyun Likha Hota Hai?”
Banta: “Oye Yaar Tujhe Itna Bhi Nahi Pata, 3g Cdma Ka Matlab Hai = 3 Gujrati Chor – Dhiru, Mukesh, Anil.“
by Pak101.com (few years ago!) / 940 views
Similar Jokes
Boy:xcuse me.
Girl:g kahye
boy:mere hone wale bachun ki tarf se ap ko happy mother day.
by Sabir shah (few years ago!)
Memon Apnay Betay Ki Kamyabi Per Khush Ho Kar Bola,
Mang Beta Jo Mangna Hay,
Beta: Aba Sochnay Kay Leyae 1 Min Dain. Thori Dair Baad Beta Bola:
Aba Mujhay Car Chaheay,
Memon: Beta Tum Nay 1 Min Manga Tha Woh Maen Nay Deydiyah Ab Aish Karo….:->
by Pak101.com (few years ago!)
ladki apna result dekh ke...
kya?
main fail ho gayi aur wo bhi english mai
..
..
..
..
..
..
..
unpossible
by Pak101.com (few years ago!)
doctor ne mareez se kaha.main ek mahinay se 50 rupee ki rozana dawa kha
raha hun lekin muje koi fayda nazar nahi aa raha.
doctor …..acha to main ap ko kal se 40 rupee ki dawai dun ga.
jis se ap ko roz ka 10 rupee ka fayda nazar aye ga.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa-Tum Meri Shadi Mai Aaoge Na?
Banta-Mai Un Logo Mai Se Nahi,
Jo Musibat Ke Waqt Dost ko Akela Chhod De.
Main Zarur Aaunga.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Ladke ne ek ladki ko call ki
Boy: I LOVE U Jaan.
Girl: Sacchi
Boy: Mucchi
Girl: Ek 100 ka recharge karwa do plz
Boy: Sorry Didi Rong No.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:Wo Kon C Cheez Hay
Jo Insan Ke Izzat Ko Mazbooti
Say Jakray Rakhti Hay?
Sardar Je:
MISS
?NARRA?:-)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Biology k Sir:
Boys can u tell me exactly where is ur heart?
All boys shouted loudly :
In
“GIRLZ CAMPUS”
Sir smiled & said:
Mera v ..:).:-D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Beti: Ammi mera Teacher Kitna pyara hy na
Ami: Beti Teacher Baap k Barabar Hota hy.
Beti:AMMI Aap Hamesha apne hi ChaKKar me rehna,Hamare Lye Na Sochna:-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Larki ka bap larki se: jise tum pasand karti ho us k pas bangala car jaidad he.
Larki: toba he sub mard 1 jese hote hen wo bhi aap k bare ma yahi puch raha tha
by Raju (few years ago!)