Boys Ka Common Sense
Chinki Ek Bar Group Mein Apni Saheliyo Ko Bata Rahi Thi.
Chinki: “Boys Ka Common Sense Zero Hota Hai”
Group Mein Bethi Baki Ladkiyo Ne Hairani Se Puchha: “Wo Kaise ?”
Chinki: “Gents Toilet Mein Likh Kar Aayenge Priya I Love You, Ab Kya Priya Waha Padhne Jayegi“
by Pak101.com (few years ago!) / 993 views
Similar Jokes
bhikari- ae bhai 1rupaya dede,3din se bhookha hu
santa-3 din se bhookha hai to1rupaye ka kya karega?
b- wajan tolunga kitna ghat gaya hai!!
by Pak101.com (few years ago!)
father:jao beta meray liye ek glass pani ley k ao.
beta:abu mein nai jasakta, mein game khel raha hun.
2nd beta:choreye abu ye to hai he batamez
aap khudi ja k pe lein
by Pak101.com (few years ago!)
Bikhari:Roti de do, bhukh lagi hai roti de do.
Budhiya: abhi khana bana nahi hai, jab ban jaeye tab ana.
Bikhari:Ye mera mobile no. Hai mujhe phone kar dena.
( Bikhari rocks )
.
.
.
.
.
Budiya:Jab khana ban jaye ga to mein facebook pe status Laga dungi par kar aa jana.
( Budiya double rocks ]
by Pak101.com (few years ago!)
HEIGHT OF LAZINESS:
Boy: Papa 1 glass pani de do
papa: khud le lo.
BOY: plz de do na
Papa: Ab manga to thapar maronga.
Boy : Thapr marne aao to pani lete aana
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aadmi road par khara ho kar hans bhi raha tha aur ro bhi raha tha,paas se guzarne wale larke ne poocha:Bhai sahib, kiya hua, aap kabhi hanste hain aur kabhi rotey hain.
Aadmi bola: Yaar hans es liye raha hun ke meri saas 7th floor se gir gaii, aur ro es liye raha hun ke wo meri naii BMW par giri hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Full form of Girl
.
.
G :Gappo mai sab se agey
..
I : Innocent sirf shakal se
..
R : Rone ki automatic
machine
.
.
L : Ladai me sab ki maa..:P:P true
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
sonu-yaar,maine gf ko sms kiya ki main raat ko aaunga...raat me geya to wo kisi aur k sath thi
monu man chota mat kar yaar msg nhi mila hoga
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: I was caught by the police as they find diamonds in my socks.
Friend: are you a smuggling diamonds..?
Sardar: I was smuggling Sock
by Pak101.com (few years ago!)
Asian to a British: Do you know we have made such thing
which can able us to see through the wall.
British with wonder: What is that?
Asian: Hole
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Jab Fifth Class Mein Tha To Ek Din Madam Ne Us Se Puchha
Madam: “Santa Batao, India Ka Jhanda Sab Se Pahle Kahaan Lagaya Gaya Tha?”
Santa Kaafi Sochne Aur Dimaag Pe Zor Dene Ke Baad Bola
Santa: “Mam, Dande Par“
by Pak101.com (few years ago!)