Baap Beti Se
Baap Beti Se ,
Pehle Tum Mujh Ko Papa Kahte The Ab Dady Kuyn Kahti Ho ,
Kiya Wajah Hai ?
Beti : Papa Kahne Se Lipstick Jo Kharab Hoo Jate Hai
by Pak101.com (few years ago!) / 1174 views
Similar Jokes
beta bap say:.aba jan! main dadi jan say shadi karonga".
bap nay jawab main kaha."nahi betay wo to meri ammi hian. kesi ki ammi say shadi nahi kartay."
ye sun kar betay nay masoomiat say kaha:. "to phir ap nay meri ammi say kiun shadi ki ?"
by Pak101.com (few years ago!)
Girl:mere irade bare neak hai mere lye ap 1000 me se aik hain.
Boy:dimag k hum bi don hai,ye bta baqi 999 kun hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Race shuru hone ka elaan hua: 1..2..3…Go.
1 bacha apni jaga par khara raha,
coach ne pocha: Beta tum to race mai hissa lene ke liye itne pur-josh the phir jab elaan hua to bhage kiyu nahi?
Bacha bola: Sir,abhi to 1,2 aur 3 ke bhagne ka elaan hua hai, mera number to 4 hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Nursery CLASS Ka Bacha Bola
Mam Main Aap Ko Kaisa Lagta Hun?
Mam- SO SWEET
BACHA Apni Side Ke Larke Se Bola-DekhaMaine Kaha Tha NaLine Marti Hai..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
SARDAR: Muje 9 Bando Ne Mara,
GURO: Phir Tu Ne Kia Kya?
SARDAR: Maine Kaha Agar Himat Hai To 1 Ek Kar
K Ao
GURO: Phir
SARDAR: Phir Sab Ne Bari Bari Maara.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Haircutting k kitne lete ho?
Banta Barber:- Rs 30
Santa:- Shaving ke?
Banta:- Rs10
Santa:- Shave My Head
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Went to Microsoft
Office for interview.
Interviewer: Tell me any
4 Versions of java?
Sardar:Mar java,,Mit java,,
Lut Java,,Mai sadkay Java,,
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Larka aur larki 2no hath me hath dal kar ja rahe the
aik sharati bacha aya aur us ne kaha:bhaiya kal wali didi ziyada mast thi
by Sabir shah (few years ago!)
1 boy went to meet his GF
when he came back at home
mom asked: Where were you?
boy: To meet my girlfriend
mom, ghusay se: kis liye?
boy: yes, bohat kiss liey
by Pak101.com (few years ago!)
Maa: Beta Khana Khaega?
Beta: Nahi
Mom: Beta Chocolate Khaega?
Beta: Nahi
Mom: Beta Mithae Khaega?
Beta: Nahi
Mom: Baap Pe Gaya Hai.
"JOOTIYAN" He Khaega. :-)
by Pak101.com (few years ago!)