Iss Ke Qeemat kiya Hai?
1 chor ne apni mangtar ko gold ka set dea
mangtr (khushi se) : jann is ke qeemat ka ha??
chor: 3 saal qaid tay littar wakhry (Maar alag say).
by Muneeb Alam (few years ago!) / 1001 views
Similar Jokes
Angrez: Tum logon ne minar-e-pakistan kasie khara kiya?
Pakistani: HUm ne isey banaya aur is ka munh HEERA MANDI
ki taraf ker diya ye khud he khara ho gaya
by Mazhar Khan (few years ago!)
Kuch is tara dosti nibayenge,
Nokri na mili to bilkul nahi ghabraenge,
Dono station pr chaye ki dukan lagayenge,
Tum chaye banana
Hum chaye chaye chilayenge..
by Raju (few years ago!)
Maalik Nokar Se: Is Mehngai K Dor Me Parathay Pe Is Qadar Ghee?
Kya Hogya Hai Tumhe?
Noker: Maaf Kijiye Ga
Ghalti Se Mera Pratha Apke Pas Agya Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Molvi ne pathan se phocha gusal k kitne farz hain
Pathan: 3
Molvi: shabash kon kon se?
Pathan:
Shampo!
Sabun!
Or
Tolya!…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek chor Sardar ka mobile le kar bagh gyia.
Dost: wo tumara mobile le kar
bagh gyia or tm hanas rahe ho,
Sardar: bagne do charger tu mere pass hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sheikh Aur Sheikh ki Bivi Ghumte Pherte 1 Hotel k Samne Se Guzre
Sheikh Bola kya kayal Aik Aik Icecream Aur Hojaye ?
Bivi Ne Tanzya kaha App Ne Tou Youn kaha Jaise Aik Aik Icecream kha Chuke Hai
Sheikh Bhol Gaye Ho 6 , 7 Sal Guzre Hum Ne Is Hotel Mai Icecream khaye Thi .
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Medam-kaha se copy ki, kahan h pen?
Boy-jbse tumhe dekha kya copy kya pen
Tere mast-2 do nain mere dil k le gye chain gayab h copy or kho gaye pen
by Pak101.com (few years ago!)
Employee:
Boss aap shadi shuda mardon ko hi noukri q daitay hain????????
Boss:
Q kay unhain pehlay hi say Gaalian khanay ki aadat hoti hai………….=
by Pak101.com (few years ago!)
aisi kaunsi websie hai?? jise ladke ladki chupchup ke dekhte hai......
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
WWW.RESULTS.COM
harbar bure khayalat mat paida karo, dimag sadh jaayega.....
by Pak101.com (few years ago!)
Parvati ji: Prabhu Aapka Trishool kaha hai?
Shiv ji: Rajnikanth le gaya hai!
Parvati ji: Kyooon?
Shiv ji: Noodles khaane ke liye!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)