Aise Bachho Se Savdhan
Ladka Aur Ladki Dono Haath Mein Haath Daale Jaa Rahe The,
Usi Waqt Ek Shararti Bachha Aaya Aur Bola,
Bachha: “Bhaiya, Kal Wali Didi Jyada Bhadiya Thi”
by Pak101.com (few years ago!) / 967 views
Similar Jokes
Santa-Tum Meri Shadi Mai Aaoge Na?
Banta-Mai Un Logo Mai Se Nahi,
Jo Musibat Ke Waqt Dost ko Akela Chhod De.
Main Zarur Aaunga.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Marasi Karely leny gia
Shopkeepr sabzi ko pani lga rha tha
Marasi kafi dair intezar krta raha or Ghusay sy bola:
Jy inhan nu Hosh aa gai ay te 1 kilo tol dy..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Mard zyada sharif hain ya aurtain ?
Pathan
Ans. Mard
Q k Mardon Main
UMar Sharif
Nawaz Sharif
Shehbaz Sharif
HaMza Sharif
Jab k aurton Me sirf
Babra Shrif
aur
Amna Sharif
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Muhbt Nakam ho Jaye Tab Bhi Anso Nikaltay Hyn.
Or Agr Muhbt Kamayab Ho Jaye Tab Bhi Anso Hi Nikaltay Hain
by Pak101.com (few years ago!)
1 patan ne jali note banaya orr Quaid-e-azam ki
topi bhol gaya
Jab dukandar ko dia tou dukandar ne kaha:
Iski tou topi nahi hay.
Pathan Bola:
Ye Quaid-e-azam lala ki garmion ki tasveer hay…
=P;->
by Tanveer Hussain (few years ago!)
MERE SMS MILE?
NAHI MILE TO YE LO
SMS SMS SMS SMS
LO CHOTE SMS
sms sms sms
YE LO REMIX
SmS sMs SmS sMs
STYLISH WALE BHI LO
$M$ $m$ $M$ Bas
ab APKI bari
by khalid hussain (few years ago!)
Dost:agr tum zaheen ho to Rs.100 bhejo.
Hoshyar bo to 200.agr dono ho to 300 bhejo
sardar ne 600 rupee bheje aur kaha me in sub ka baap hun.
by Sabir shah (few years ago!)
Girl: Main us Aadmi se shaadi kar0n gi, Jo sara din laga rahy magr us sy kch na ho. . . ;)
.
.
.
Boy: Misbah pe nazar hy teri haan... =P
Bari tezz hy tu? =D
by Abdul Sami (few years ago!)
Sardar With Dentist
Kia Dard K Bagar Daant Nikaal Lete Ho?
Doctor: Nahi
Sardar: Mein Nikaal Leta Hon
Doctor: Wo Kaise?
Sardar: He He He He
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Chinese ladki ko dekhkar mom boli – beta ye kya le aaye ho?
Beta – Apne khud hi to kaha tha ki ghar aate hue cheeni lete aana!!!
by Pak101.com (few years ago!)