Aajkal Ki Ladkiyo Se Bhagwan Hi Bachaye
Ladka: “Tumhara Naam Kya Hai? Tum Kya Karti Ho?”
Ladki: “Kyu Bataun? Main
Tumhe Janti Bhi Nahi Hoon”
Ladka: “Na Batao Main Konsa
Tumhe Apni New Mercedes Car Mein Bitha Ke 5 Star Resturant Le Jane Wala Tha”
Ladki: “Jasmin, B.Com Final
Year, Punjab College, College Timing 8 Am To 1 Pm, Friday Timing 8 To 12 Pm, Sunday Off, Aati Papa Ke Sath Hoon Wapsi Pe Akeli Hoti Hoon“
by Pak101.com (few years ago!) / 931 views
Similar Jokes
Aik hotal kay bahir board laga tha keh khanay khoob kaiye bill aap kay potay ada karein gay aik shakhs nay khoob pait bhar kar khana khaya thori der baad wetter bil lay kar aagia who shakhs hairan hua keh yeh bil kaisa hai? Wetter nay kaha yeh is khany ka bill hai jo aap kay DADA nay khaya tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2 pathan chhat pe so rhe the
ek dosre se bola
“yar maachis kahaan hai?”
2nd :”teeli jala k daikh lo”
by Abdul Hannan (few years ago!)
Teacher: JAWANI owr BURHAPAY mai kia farq hota hai?
.
Student: JAWANI mai mobile mai HASEENO ke numbers hotay hai, owr BURHAPAY mai HAKEEMO ke
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Match ka last over tha or Santa ki team ko jeetne ke liye 30runs chaiye the
Santa ne Khuda Se Dua Ki-Hey Allah Bowlar Ashish Nehra Jaisa Ho Or Wicketkeepar Kamran Akmal Jaisa
Tabhi upar se aawaz aayi-Mai ek Galti Dusri Baar Nahi Karta
by Pak101.com (few years ago!)
Girl:Kya kr rahe ho
Boy:Makhiya mar rha hu
G:Kitni mari
B:3 male 2 female
...
G:Kese pata?
B:3 Beer bottle pe the aur 2 Phone se chipki thi.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Tapori Ki Wife:- Sunte Ho Ji, Apne Bete Ne Aaj Pehli Baar Aadha Sentence Bolna Sikha..
Tapori- Accha, Kya Bola?
.
.
.
.
.
.
.
.
Wife- Teri Maa Ki...
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ki maut bijli girnay say hui
par uski laash muskuratay hue mili
baghwan ne pucha aisa kyun?
toh sardar bola “mai nu laga koi photo khinch raiya
ae”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Munna : Bole tu ye doctor log operation karne se pehle patient ko behosh kiyu karte hai?
Circuit: simple hai na bhai, patient khud operation karna seek na le .
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Malik: Tum bathroom me kyu ghus aaye, kya tumhe pata nahi tha ki mai naha raha hoon?
Naukar: Hazur galti ho gayi, mai samjha tha begum sahiba hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Robert:-Boss isne kuch nahi kiya phir ise saza kyu di.
Ajit:-smart boy!Aajkal PREPAID ka jamana hai.Pehle saza bhugto phir galti karo
by Pak101.com (few years ago!)