balb
Doctor Ne 1 Pagal Se poocha:Tum Chhat se Q Latak Rahe Ho.
Pagal:Main Aik Bulb Hoon
Dr:Tum jal Q Nahi Rahe
Pagal:Bewakof me Pakstan ka bulb hn Light Gayi Hui Hy
by Zia Rasool (few years ago!) / 817 views
Similar Jokes
Ek jahaz mein teen aadmi safar ker rahey they. Ek amreeki, ek arbi or ek pakistani.
Amreeki ney jaib sey paisey nikaley or jahaz sey neechey gira ker kehney laga, “Hamarey mulk mein daulat ziada ho gyee hey”
Arbi ney sona phenk diya or bola, “hamarey mulk mein sona bohat ziada ho gaya hey”
Pakistani sochney laga key mein kia karon, phir us ney dono ko jahaz sey dhakka dey diya or ooper sey cheekha, “hamarey mulk mein aadmi bohat ziada ho gyey hein”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan apni unparh BV say:
Pathan apni unparh BV say:
Chal honeymoon per chaltay hain.
Wife: Nahi mujhe kapray dhonay hain tum meray bhai ko lay jao.
Pathan:O Yessss !!!
by Mohammad Ali (few years ago!)
APP VOTE KIS KO DAINGE ?
PPP KO ?
MMA KO ?
MQM KO ?
ANP KO ?
PML Q KO ?
PML N KO
VOTE JISS KO BHI DOO
LAIKEN WINNER RESULTS ?
.
.
.
.
.
PERVEZ MUSHRAF ONLY
by Abdul Sami (few years ago!)
Ladke Ne Chinki Ko Offer Marne Ke Liye Sher Maara
Ladka: “Chalte Chalte Yun Hi Rook Jaata Hoon Main, Baithe Baithe Yun Hi Kho Jaata Hoon Main, Kya Yahi Pyaar Hai?”
Chinki: “Nahi Yeh Kamzori Hai, Bornvita Piya Karo.“
by Pak101.com (few years ago!)
Pani ko bewkuf kaise banaoge?
Socho
Socho
...
Socho
Garam karo or roz ki tarah aaj bhi mat nahao.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2 PATHANO ko 2 bomb mile.
1st pathan: Chal police ko de atay hain
2nd pathan: Agr koi bomb raste may phat gia to?
1st pathan:Jhoot bol denge k ek hi mila tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Patni (Pati se)- Tum to kehte the ki shaadi ke bad b mujhe khub pyaar
karoge..
Pati- Sorry yaar! Mujhe maalum nahi tha ki tumhari shaadi mujhse hogi ....
by Pak101.com (few years ago!)
SCHOOL:
Apni toh paatshala, masti ki pathshala...
TUTION:
Idhar chala main udhar chala, jaane kahaan main kidhar chalaa...
MATHS:
Ajeeb dastan hai yeh, kahan shuru khana khatgam...
SCIENCE:
Aa khusi se kudkushi karle...
GEOGRAPHY:
Musafir hoon main yaaro, na ghar hai na thikaana...
ECONOMICS:
Kyu paisa paisa karti hai, paise pe kyu tu marti hai....
EXAM:
Zehrelein raatey ninde udd jati hai...
RESULT:
Jiya dhadak dhadak jaye, Jiya dhadak dhadak jaye...
PASS:
Aaj mai upar asman niche, aaj mai aage jamana hai pichhe...
FAIL:
Jag suna suna lage...
by WAQAR (few years ago!)
Ladki apne Bf se:mera bachha,mera ladla,mera
sonu-monu,mujhse shaadi kaoge?
bolo baby??
Ladka:tum mujhe propose kar rahi ho ya adopt????!!
by Pak101.com (few years ago!)
ek din ek aadmi naha do kar bahar nikla, jaise weh nikla bahar us pe ek kabuter gober kar diya toh wah gusse mein aakar kahan ki are oh kabuter tuh chaddi nahi panta kya????
toh kabuter bola kyu tum loge pehan ke karte ho kya!!!!!!!!!!!!!!!!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)