Pathan
Pathan ka challenge
Pathan: Mai Meenar-e-pakistan ko sar par utha kar Peshawar le ja sakta hon.
Hazaron log ekathay ho gaye
Pathan: Bas ese utha kar mairy sar par rakho tum !
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 854 views
Similar Jokes
Ek Sardar ne ek bachy se pucha k tum ko A,B,C Aaty hai to bachy ne keha k mujy 9 tak aty hia..
Sardar ne bachy se keha k oyee Ullu k pathy 9 A,b,c main nahe aata. yeh to Alif,, Be,,Main ata hai:
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Chiman is trying to commit suicide on the railway
tracks...takes along some wine and chicken with
him.
Somebody stops him and asks,
'Kyon bhai ye sab kyun leke baithe ho?'
Chiman replies, 'Saali train late aati hai
kahin bhook se na marjaun..'
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dost: Itne udas kyun ho?
Man: Wife se jhagra hoa tha usne kaha ke wo mujh se 30 din bat nahi kare gi
Dost:Tumhe to khush hona chahiye
Man:Aaj akhri din hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ustaad shagird se: Baal baal qarze mein jakre hona ka jumla banao. Shagird: Us ka baal baal qarz mein jakra howa thaa lahaza us ne baal katwa diye aur aab woah ganja phirta hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
An Airline Introduced
A Special Package For Business Men.
Buy Ur Ticket Get Ur Wife's Ticket Free
After Great Success,
The Company Sent Letters To All The Wives
Asking How Was The Trip.
All Of Them Gave A Same Reply...
by Pak101.com (few years ago!)
Naukarani: Malkan Ap Udaas Kyun Hai
Malkan: Tumhare Sahab Office Ki Kisi Larki Se Payyar Karte Hai
Naukarani: Nahiiiiin, Sahab Mujhe Dokha Nahi De Sakte
by Pak101.com (few years ago!)
'Ek Ladki Ne ChotY Bache K GaL Pe Kiss Ki
GIRL-Oh SorrY TumHare GaL Pe LiPsti....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek pagal khat likh raha tha,
kisi ne pocha kis ko likh rahe ho?
Bola: "khud ko"
Pocha: "kya likha hai ?"
Bola: "mujhe kya pata abhi mujhe mila thori hai"
by Abdul Hannan (few years ago!)
4 Pathan Janazay ko Tezi se le kar
Qabron k Ooper se Guzar Rahe Thay:
Aadmi: Oye Sharam Karo! Neechay Laashain Hain.
Pathan: To Ooper Konsa Humne VCR Uthaya huwa hai?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek Aadmi Apne Ghar Par Movie Dekh Raha Tha To,
Aadmi Ek Dam Se Chillaya: “Nooooooooooooo, Ruk Jaaaaaaaaooo, Ghode Se Utar Jaao, Ye Ek Jaal Hai Utar Jaaao”
Patni Hairani Se Bhagti-Bhagti Aayi Aur Puchha.
Patni: “Kya Ho Gaya? Kise Warn Kar Rahe Ho? Kya Dekh Rahe Ho Tum?”
Man: “Hamari Wedding DVD Dekh Raha Hoon“
by Pak101.com (few years ago!)