sardar
Zindagi me agar kuch hasil karna ho to hamesha apne dimagh ki suno
Agar dimagh se koi jawab na aaye to Dil ki suno Wahan se bhi koi jawab na aae to
Anhken band kr k socho k “Ya-Allah kahin me SARDAR to nhi?
NAHIEEEEEEEE!..
by haleema sadia (few years ago!) / 912 views
Similar Jokes
Tcher: Jo Dusro Ko Apni Baat Na Samjha Sake Wo Gadha Hota He
Pappu: Sir,Kya Matlab Mai Samjha Nai
by Pak101.com (few years ago!)
Ladki Deo laga ke Bus pe chadhi,
Ladke ne comment paas kiya Aj kal Phinayal ka Use zyada hota hai'
Ladki boli: 'Fir bhi makkhiya pichha nhi chhodte'
by Pak101.com (few years ago!)
1 sardar rail ki patri per so gaya .
1 aadmi ne kaha kya kar rahe ho? Train aayegi to mar jaoge!
Sardar: Mere uper se hawai jahaaz guzar gaya to kuch nahi hua, train kya cheez hai?
by Mohammad Ali (few years ago!)
Do batche darkht ke sath latakne ki game khail rahe thai aik ne apne aap ko neeche gira diya doosray ne poocha kya thak gye ho
Pehla bola: Naheen mein tau pakk kar neeche gira hoon
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Shadi k Dosre Din Baiti apni maa Se: Aaj mairi Unse Larayi Hogayi
.
Maa: Baita Shadi mai Jhagry tu Hotay Rehty hain, koi baat nahi
.
Baiti: Wo tu Theek hai Par Ab Laash ka kia karain?
by Mazhar Khan (few years ago!)
BOYS stands for
B: BADMASHIYON mai sab sai agay
O: OLLU ki tara raat mai jagay
Y: YARIYIAN nebhaye jaan laga ke
S: SHAREEF sirf maa baaf ke samnay
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 Kabutar Pathan Ko Tang Kar Raha Tha,
Pathan Ne Usy Pakar Liya Or Usy MAarne Ka
Faisla Kar Liya, Wo Usy Chhath Pe Ly Gaya
Or
-
-
-
-
Wahan Se Neche Phaink Diya.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Lali: 12 Baje Ghar Ane Ka Samay Hai? Kab Se Intzar Kar Rahi Hu.
Santa: Ye Jagte Rehne Ka Smy H? 4 Ghante Se Tumhare Sone Ka Intzr Kr Raha hu.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa’s Army Test
Pappu- 3+5?
Santa- 8
Pappu- 7+3?
Santa- 10
Pappu- 8+8?
Santa- Pata nahi sir
Mere pass sirf 10 hi ungli Hai.
(=awaD o_0
W!LD T3XT3R
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan selling parashute
Pathan:Plane se kudo,,button dabao & zameen par safely land kar jao
marasi:agr parashute nahi khula to?? Pathan: Yara paisa wapas…
by Pak101.com (few years ago!)