Gabbar: Kitne admi they
Gabbar: Kitne admi they?
Sambha: Sardar 2
Gabbar: Mujhe ginti nahin aati, 2 kitne hote hain?
Samba: Sardar 2, 1 ke baad aata hai
Gabbar: Aur 2 se pehle?
Samba: 2 se pehle 1 aata hai.
Gabbar: To beech mein kaun ata hai?
Samba: Beech mein koi nahi aata
Gabbar:: To phir dono ek saath kyun nahin aate?
Samba: 1 k baad hi 2 aa sakta hai, kyun ki 2, 1 se bada hai.
Gabar: 2, 1 se kitna bada hai?
Samba: 2, 1 se 1 bada hai.
Gabbar: Agar 2, 1 se 1 bada hai to 1, 1 se kitna bada hai?
Samnba: Sardar maine aapka namak khaya hai, mujhe goli maar do
by Pak101.com (few years ago!) / 1230 views
Similar Jokes
Dad: Qutb Minar Kaha Hai?
Son: Pata Nahi
Dad: Kabhi Ghar Se B Bahr Nikla Karo
Son: Jamil Kon Hai?
Dad: Pata Nahi
Son: Kabhi Ghar Pe Bhi Ruka Karo
by Pak101.com (few years ago!)
Malik: Abi tak tm nay machar nahee maray? meray kanu may gunguna rahay hain. Nokar: mein nay kab kay maray hain. ye thu unki bewa bewian hain
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher Gusse Mein: Pappu, tum kis liye college aate ho ?
Pappu: Vidya ke liye teacher…
Teacher: Toh class mein so kyu rahe ho ?
Pappu: Aaj vidya nahi aayi hai sir…
by Pak101.com (few years ago!)
Khan: Yar Abhi Tumhara Amma Ka Khansi Kaisa Hay?
Friend: Band Ho Gai Hay, Magar Sans Ruk Ruk K Aa Rahi Hay.
Khan: Koi Bat Nai, Khuda Kary Ga, Wo Bi Band Ho Jaye Ga.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan: Raat ko 1 admi ne Chaku dekha kar loot lia
.
Dost: Lekin tumhare pas tu hamaisha PISTOL hoti hai na
.
Pathan: Wo mai ne chupa di warna wo bhi le jata
by Mazhar Khan (few years ago!)
SARDAR:
Batao aisa kiya karen k Saanp bhi mar jaye aur Laathi bhi na tootay ?
,
,
PATHAN:
Jootay se maar do:)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
GOLU-Jab B m tumhre ghr khana khata hu
Tumhara kutta mere khane ko ghoor kar dekhta h KYO?
MOLU-kyuki kutta apni Plate phchanta h mere dost.
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor-"Kamjori hai, Fruite khaya karo chilke sahit."
after 1 hour,,,
Santa-"Mere Pet me Dard ho raha hai."
Doctor-"Kya khaya tha..?"
Santa-"Nariyal chilke sahit...
by Pak101.com (few years ago!)
Aik pthan dokan dar k pas jakr pakistan ka Flag
mangta hai
phair wo shoopkeeper ko kuch kehta hai
jis ko sun kr wo pagal ho jata hai
thinkis main aur colour dekhao.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Honesty in politics is much like oxygen.
The higher up you go,
the scarcer it becomes.
by Abdul Sami (few years ago!)