Ek sardar subah subah jogging karne
Ek sardar subah subah jogging karne ke liye nikla apne kutte ke sath.
Rudra: Oye yeh subah subah gadhe ke saath kaha jaa rahe ho?
Sardar: Oye yeh gadha nahi kutta hai.
Rudra: Oye main kutte se hi pochh raha hoon
by Pak101.com (few years ago!) / 945 views
Similar Jokes
1 bander ne apni maan se pocha k maan hum itne bad sorat kiun hote hain,
maan :beta Allah ka shukar adda kar is ko to dekh jo message parh raha hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Banti ko dost ne khane pe bulaya.
Banti jab dost ke ghar aaya toh ghar pe tala laga tha aur likha tha maine tumhe pagal banaya :P
Banti ne hoshiyari dikhai or niche likh diya “Main toh aaya hi nahi tha” :
by Pak101.com (few years ago!)
Amitabh Public Toilet Me Se Pura Bhig K Aaye,
Jaya:
Aap To Susu Krne Gye Thay?
Amitabh:
Jaise He Mai Ander Gya,
Koi Bola "BIG B"
Aur Sab Meri Taraf Ghum Gye
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Police:
Tumhe Kal Subah 5 Baje
Phansi Di Jayegi
Sardar: HA HA HA!
Police: Kyo Hass Rahe Ho?
Sardar: Mein To Subah 8 Baje Utthta Hoon
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Paper Was Tough!
---------------------
Height Of Nalaiq Pun…
Dad:
Y Didnt U Go 4 The Exam..?
Son: Paper Was Tough!
Dad: Widout Going, How Did U Know?
Son: Paper Was Leaked 2 Days Ago
by Pak101.com (few years ago!)
) kiya hal ho ga yeh jan lo abhi
kiya hal ho ga yeh jan lo
abhi be wakat hai man jao
bury wakt ka say phaly man jao
WaRNa police waly khud he mana lay gy
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Mareez: Dil K operation K bad mujy ZARDARI acha lagnay laga hai!
Kya mai pagal ho gaya hum?
DR: nahi tumhain jo dil lagaya hai wo ” KUTTAY” ka hai,,,
by Pak101.com (few years ago!)
Ek deewar par likha tha 'Yaha kutte susu karte hain' Santa ne waha susu kiya. Fir muskura kar bola-ise kehte hai dimaag, susu maine kiya naam kutte ka aaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Mere dost tanhai me na waqt bitaya karo,
Kabhi kabhi mehfilon me bhi aaya karo,
Kiya hua jo toot gaye hen samney k 4 dant,
Phir bhi moun khol ker muskuraya karo..
by Asim Raza (few years ago!)
6 Inch ka hai
-
-
Size normal hai
-
-
Mazboot hai
-
-
Zyadaa mota bhi nahi hai.
-
-
2 Larkiyan dekh chuki hain
-
-
Lena hai toh bolo?
-
-
Full time masti
-
-
Non stop fun
Mera
-
-
LG kg195 Moblie.
by Abdul Sami (few years ago!)