Pappu ki hui master se ladai
Pappu ki hui master se ladai…
Master ne ki pappu ki pitai…
Pappu ka garam hua khoon.
gaya kabristan aur master ka photo taang kar likh diya.
“COMING SOON.
by Pak101.com (few years ago!) / 1083 views
Similar Jokes
16. Santa n Banta were watching a cricket match.
When Dhoni hits a boundary.
Banta: Kya Goal mara.
Santa: Raha Na bewakoof ka bewakoof, Goal is mein nahin cricket mein hota hai
by Pak101.com (few years ago!)
Master- “Rinku, kya kar rahe ho? Padh rahe ho
kya?”
Rinku- “Ji nahi Shrimaan, mai apki baat sun raha
hu”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Achy Dost b kabi kabi museebat ban jaty hain
-----------------
Ake din main ghar bote dair se pahuncha
DAD: "Kahan Tha Tu????"
...
Me: "Friend ke ghar per tha.."
DAD called 10 of my friends in front of me
4 ne kaha: "Haan Uncle..... yahin par tha....."
2 ne Kaha: "Abhi just nikla he hai.....ah ra ho ga"
3 ne kaha: "Yahin hai uncle, Padh Raha hai... Phone Du Kya????"
AUR EK NE TO HADD HE KAR DI.......
.
.
Bola: "Haan papa bolo kya hua... koi kaam hai?"
by Pak101.com (few years ago!)
Jo aankhon se hamesha rahtey hain Door
Wah Wah
jo aankhon se hamesha rahtey hain door
.
.
.
.
.
Wo Question Exam me aatey hain Zaroor.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa:MBA ka fullform kya hai.?
Banta: tu ek dum ullu hai,
dekhta nhi charo taraf MBA ki dhoom machi hai...!!!
*
MBA bole toh-"MAI BHI ANNA
by Pak101.com (few years ago!)
Banta sent sms to Santa: Bhejne wala mahan, padhne wala gadha.
Santa got angry and replied: Bhejne wala gadha, padhne wala mahan.
by Pak101.com (few years ago!)
Parosi ka Bacha: Uncle ye lain mithaee Ammi aur Baji ne bheji hai :)
Uncle: ALLAH mubarak kare, kya khush khabri hai beta :)
.
.
.
.
.
Bache: Woh HUMSAFAR mai Ashar ko sab pta chal gaya hai na… :D
Geo Pakistani grls
by hearthackervsgirls (few years ago!)
MAMU: Oye, maar gayay yaar. Meri biwi aur premika saath saath aa rehla hai.
MAMU KA DOST: Arrey, mein bhi yehi bolnewala tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Height Of Kush Fehmi..
A Man Marrying His Own Secretary
Thinking That She Will Still Follow
His Orders As Before...!! :D
by dracula (few years ago!)
Sardar was busy removing
a wheel from his auto.
A man asks sardar why are
you removing a wheel from your auto.
sardar : Cant you read the board.
Parking is only for 2 wheeler
by tanveer hussain (few years ago!)