Side B Gaa Raha Hu
2 Sardar ped pe baith kar gana ga rahe the,
achanak ek ulta latak ke gane laga,
dusre ne pucha, "ulta latak ke kyon gaa rahe ho."
pehla bola,"are bewkoof, side B gaa raha ho.
by Pak101.com (few years ago!) / 963 views
Similar Jokes
Ek Angrez ko raat me bahut machhar kaat rahe the... Usne gusse me aake saari light band kardi. tabhi room ek jugnu aaya.
Angrez: Ohhhh no!!! India ka macchar sala ab torch leke dhund raha hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Admi Kabar Par Betha Tha
Musafir Ne Pucha Dar Nahin Lagta?
Admi: Darne Ki Kya Bat Hai?
Ander Garmi Lag Rahi Thi To Bahar Aa Gaya
by Pak101.com (few years ago!)
Aao 1 Wife ki nazar se duniya ko dekhoo..
World ka sab se perfect man
-uska daddy.
World ki sabse akkalmand aurat
-uski maa
World ka sabse dukhi pati
-uska bhai.
World ki sabse badi chudial
-uski bhabhi
World ka sabse sundr ladka
-uska beta
World ka sabse Nasibdar aadmi
-uski behan ka pati.
World ki sabse badi gawar aurat
-uski saas
aur dunia ka sabse kharab,nikamma,selfish,jhootha,kanjus, bekar aadmi
-YE BHI LIKHNA PADEGA KYA?
by Pak101.com (few years ago!)
Munna bhai: "Circuit, agar bus pe tu chade, ya fir tujpe bs chadJaye 2 kya hoga"!!
Circuit: "bole 2 bhai,dono baar ticket apani hi kategi." :D:P :D
roxy
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar bar me ro raha tha. Bartender: Kyo ro rahe ho?
Sardar: Aur kya karu??
Jis ladki ko bhulana chahta hun uska naam hi yaad nahi aata.
by Pak101.com (few years ago!)
Police Man: Stop, Stop, Tumhari Headlights kaam
Nahi kar rahi,
Woh bandh hai.
Santa: Jaldi Se Hat Jao! Brakes Bhi Kaam Nahi Kar
Rahe Hain. :-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik shohar apni beghum ko hr bat per danta krta tha ,jab wo boil anda lati to bolta aamlet kyun nhi banaya or jb aamlet bana kr lati to phr bi dant ta ke boil kyun nhi kya, aik din beghum do ande aik biol or aik aamlet bana kr lai ,shohar phr bi guse me lal ho kr bola beghum ap ko samjh nhi ata k kon sa anda boil or kon sa aamlet banana he
by tanveer hussain (few years ago!)
Pathan 2 shopkeeper: Bhai sahb 1 rupia ka Easy Load kardo
.
Shopkeeper: 1 rupey ke load se kesi ko call karni hai ya msg?
.
Pathan: Karna tu kuch bhi nahi,
Bus aisy hi paisy urany ki adat hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pati ke marane ke 2re din
patni ne paper me advtz diya
mere pati ki antim
yatra me aane ke liye
sub ko thanks.
Kavita
(Age-32, Hight- 5ft 2inch,
Rang-Gora, NO-Child)
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan in Fire Brigade:
Lady: Mere ghar Mai Aag lag gai hai.
Pathan: Pani Daalo!
Lady: Dala, Aag nai Bujhi.
Pathan: Phir Hum Aa kar kya karenge, Hum Bhi to Pani Dalenge
by Abdul Hannan (few years ago!)