PATHAN ko chiragh mila
PATHAN ko chiragh mila . chirag ragara.
JIN ne kaha “3 wishes bato.”
PATHAN: No 1 . Eik bara bangla .
No 2 us main Khob dolat mand log.
No 3 Humko is main chokidar lagwa do
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 828 views
Similar Jokes
Jo Log Garam Pani Main ELFY Dal Ke Nahaty Hain Wo Log Kabhi Toot K Bikhra Nahi Krty Zubeida Apa K Totkay.
by Abdul Hannan (few years ago!)
A Pathan teacher gives dictation test to students,
Last bench students:
We are not able to hear you SIR,
Pathan : "OK I'LL WRITE ON THE BOARD .,..,..,..,!
by Pak101.com (few years ago!)
Molvi ne Pathan se puchha
Gusal k kitne Farz haiñ?
Pathan. 3
Molvi.. kon kon se?
?
Pathan.
1.sabon
2.shampoo
aur
3.tolya>;-)
by Zia Rasool (few years ago!)
Ek sharabi ne bahut zyada sharab pee le. Jab woh
ghar aaya to uss ne jeb se chabi nikali aur tala ko
kholney laga.
Haath kaapne ke wajha se chabi kabhi idhar hat
jati kabhi udhar hat jati, ek admi pass se guzra toh
sharabi ne usey bataya ki tala nahi khul rahi hai.
Uss shaks ne sharabi ke pass ja kar kaha, “lao chabi
tala main khol deta hoon”
Aur phir sharabee ne kaha, “Tala toh main hi
kholonga bas tum makan ko pakar ke rakhna”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctor: Motape Ka Sirf Aik He Illaj Ha K
Tum Sirf Aik He Roti Khaya Karo
Patient: Doctor Sahib Ye Aik Riti
Khane Se Phle Khani Ha Yaa Bad Mein.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa nashe me 1 Sadhu se takra gaya.
Sadhu: Arey murkh mai tumhe sharap deta hu,
Santa- Toda rukiye Maharaj main gilas le kar aata
hu.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Pathan k Ghar Mai Billi Rehti thi,
Woh Billi se Tang Aa kar Usay kahi Chhor Aaya.
Ghar Aaya to Bili Us Se Pehly Ponch Chuki Thi.
Pathan Bili ko Dobara Kahen Door Chor k Aaya,
Billi Phir Us Se Pehly Ghar Pohnch Gai.
Pathan ko Bohat Ghussa Aaya Is Baar Wo Billi ko Bohat hi Ziyada Door Chorny Gaya.
Wahan Se Usny Wife ko Phone Kya.
Pathan: Billi Ghar Pohanch Gai Ya Nahi?
Wife: Han Pohnch Gai Hai.
Pathan: Us Kamini Se Bol k Mujy Aaker Le Jaye,
Main Rasta Bhol Gaya Hon
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan bachay ku lekar nayee kay dukan may dakhil huwa baal katwayee, shave kee aur nayee ku kaha kay bachay kay baal banadu may sabzee lekay aatha hun Jab kafee der huwee aur pathan nae aaya thu naye nay bachay say pucha tmhara baap kidhar gaya Bacha: May tu usay nahee jaanta may thu raastay …
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aasmaan Jitna Neela Hai.
Sunflower Jitna Peela Hai.
Paani Jitna Geela Hai.
Aap ka Screw Utna Hi Dheela Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan apny Mehmaan se: O yaara! Is Pankhay k neeche betho, Tumhain Sawab hoga.
Mehmaan: Sawaab, Woh kese?
Pathan: Hum ye Pankha Masjid se Utaar k laee hai...
by Abdul Hannan (few years ago!)