Sone Ka Rate Kya Hai.?
Banta To Santa:
Logo Ne Tereko Kyun Mara.. ?
Santa:
Yaar
Jeweller Ki Dukan Mein
Sales Girl Ko Puchha,
Sone Ka Rate Kya Hai?
by Pak101.com (few years ago!) / 1211 views
Similar Jokes
Har pal,
har waqt
har lamha
har aahat
har ahsaas
aur
dil ki har dharkan keh rahi hai
tooba kitni sardi hai.
by Sabir shah (few years ago!)
A Sardar Told His Friend:
Yaar, Ik LARKI Menu Hans K Wekhdi Ay
Friend:
Confirm Kar Le!!
Hans K Wekhdi Ay…
Ya Wekh K Hansdi Ay
by Pak101.com (few years ago!)
1 sardarni dusri sardarni se: Meri 20 sa
1 sardarni dusri sardarni se: Meri 20 saal tak koi olaad nai hui
Dusri sardarni: Phir ?
1st sardarni: Phir kia, jab me 21 sal ki hui to abu ne meri shadi kar di
aaj Mola k fazal se 3 kake hain.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sir: Kaunsa bird sabse se Tez udtha hai???
Boy: Haathi. Sir: Nalayak,tera baap kya karta hai??
Boy: woh Shooter hai Daawod gang mei….
Sir: Shaabaash ! haathi !Sahi jawab
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctor Mariz Se :
Ager Tum Meri Duwa Se Theek Ho Gaye To Mujhe
Kya Enaam Do Gay
Mariz:
May Qabrey Khodta Hun
Aap Ki Qaber Free Khod Dun Ga
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pandit aur Ek Sardar Jungle me gaye.
Sahmne se ek Sher aa gya.
Sardar ne Sher ki aankh me mitti dali aur bhagte hue Pandit se bola: "Abe Bhag."
Pandit: Main Kyun Bhagu? Mitti tune dali hai
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ka radio kharab ho gaya,
Khol kar dekha toh andar chuha mara pada tha.
Santa dekh kar bola,
... *
*
*
*
*
*
*
*
Yeh lo chalega kaise, sala singer toh mar gaya hai..
by Pak101.com (few years ago!)
1 Sardar Naha Raha Tha
1 Larki Darwaze Pe I
To Sardar Aise Hi Bahir Aa Gaya
Larki:
Uf Toba Kuch To Pehen Lo
Sardar Bhag Kar Andar Gaya Or Chapal Pehan Aya.
by Pak101.com (few years ago!)
Is kadar hum aapko chahte hai ke
duniya wale jal jaate hai,
yun to hum sabko ullu banate hai,
par aap zara jaldi ban jaate hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek pathan ka school main 7th class main new admision howa .
Teacher.beta batao Allama iqbal koN hain?
Pathan.hum ko kya pata hum to school mai naya hai..
by Pak101.com (few years ago!)