Shiekh Jee Oye Shehzade
Shiekh: Is Sheeshy ki koi Garanty ?
Dukandar: Ap isko 100 Manzil Se Nichy Girao Ye 99 Manzil Tak Nahi Totey Ga.
Shiekh: Jee Oye Shehzade Kar Dey Pack…
by Prince Aurangzeb Tunio (few years ago!) / 937 views
Similar Jokes
Once More Frnds
Aaj To Maa Ne Bhi Saaf Bol Diya,
.
.
.
.
.
.
.
.
"Beta,Wife Aisi Lana Jo Facebook Na
Use Karti Hon,
.
Ghar Mein Aur Kuch Kaam Bhi Hote Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Murga Murgi Se:
I Love U Jaan. Main Tumhare Liye Kuch B Kar Sakta Hoon,
Murgi: Haye Allah Sachi,
Murga: Haan
Murgi: Chalo Phir Aaj Anda Tum Do….!.
by Pak101.com (few years ago!)
WelCome to
"SACH KA SAMNA"
Jawab sirf
HAAnN
ya
NA
me dena he
Aapke Liye Pehla Sawal
.
.
.
Kya Apke gharwale jante Hain k aap pagal ho?
by Abdul Hannan (few years ago!)
BOY: Bada mushkil hai TEACHER se pyar karna..
Friend: Kyon??
BOY: Loveletter bheja tha... 7 mistakes nikal di..
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan Pe Bijli Ka Taar Gir Gaya:
Pathan Tarap Tarap K Marne He Wala Tha,
K
Usay Yaad Aaya
K
Bijli 2 Din Se Band Hai. :
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
ek pagal gusse me aakar kehta hai
mai saari duniya ko mita dunga, mai sari duniya ko mita dunga
.
.
dosra pagal has kar bola
.
he,he,he,he, mai tujhe RUBBER hi nahi dounga
by Abdul Hannan (few years ago!)
Bus-Stop Par Akeli Khadi Chinki Ko Dekh, Ladka Uske Paas Gaya Aur Bola.
Ladka: “Mujhse Shaadi Karogi?”
Chinki: “Kya?”
Ladka: “Acchi Film Hai Na?”
Chinki: “Kutte Ke Bacche”
Ladka: “What…?”
Chinki: “Kitne Cute Hote Hai Na?“
by Pak101.com (few years ago!)
Boy To Gym Coach: I Wanna Impress Cute Girl I'm Gonna Meet In 3 Days. Which Machine Should I Use? . . . . . . . . . Coach: Use The ATM Machine Outside The Gym!...
by Pak101.com (few years ago!)
Hazraat ...aik zaroori ellan suniye ...
aik orat jiski omer 62 saal hai ...har baar ki tarah is baar bhi ghar say bhaag gaye hai ...
maa ka naam WAPDA hai ...aur baap ka KESC batati hai ...
uska naam ghalti say bijli rakh dia gaya hai ...
jisse bhi mile Khuda kay liyaa ..
oske susraal bhijwa dain ...
faqt uski saas
AWAAM
by Pak101.com (few years ago!)
Baniya: Bhai Kela Kaisa Diya…
Falwala: 1 Rs Ka Ek..
Baniya: 60 Paisa Ka Deta Hai Kya?
Falwala: 60 Paise Mein Toh Sirf Chilka Milega..
Baniya: Yeh Ley 40 Paisa, Chilka Rakh Aur Kela De
by Pak101.com (few years ago!)