1 Sardar ko telenor me operatr
1 Sardar ko telenor me operatr ki job mil gae,
pehlay hee din usy mar k nekal dia.
Becoz 1st cal: Sir meri telenor ki sim blok ho gyi hai,
Sardar: Tay paagla Zong Le ley.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 891 views
Similar Jokes
Wife shopping karke wapas aayi,
To husband wife se samaan laate hue bola,
“Zaror Tm Mere Khane K Lye Kch Lai Hogi?”
Wife : Bilkul theek kaha, esme mere new sandel hain!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Bus Mein Ek Jawan Madam Khadi Thi,
Ek Bachhe Ne Dekha Aur Khada Hokar Bola
Bachha: “Mam, Aap Meri Jagah Pe Baith Jaye”
Teacher Ne Ye Sunkar Use Zor Se Ek Thappad
Lagaya,
Bachcha: “Bhalai Ka To Zamana Hi Nahi Hai Aaj
Kal”
Bacha Rote Hue Dobara Apne Papa Ki God Mein
Beth Gaya.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Chohy talwar le kr bhag rhy thy .
Sher ne pucha Kia hua? .
1 chuha bola hathi ki beti ko kisi ne propose kia Or nam hmara aya ha .
LAASHEN BICHA DEN GE LAASHEN
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher: Es mohawary ko estimal karo "mun mai pani aana"
.
Pathan Student: Jaisy hi mai ne Nal ko mun laga ke Nal chalu kia, tu mairy mun mai pani agia
by Mazhar Khan (few years ago!)
Funny Truth...
.
.
.
No one is as ugly as their identity card picture...
.
.
.
.
Nor as good looking as their facebook profile picture.
by tahir bashir (few years ago!)
Teacher Ne Class Mein Bacho Ki Knowledge Bhadane Ke Liye Ek Question Puchha
Teacher: “Bacho! Ek Asie Chij Batao Jo Udati Asman Mein Hai Aur Bache Zamin Pe Deti Hai”
Pappu: “Air Hostess“
by Pak101.com (few years ago!)
Police: Tumhe kal subah 5 baje phansi di jayegi.
Sardar: Ha Ha Ha Ha!
Police: Kyon hasn rahe ho?
Sardar: Main to uthta hi subha 9 baje hun.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
ik sardar apny gar k bahar exercise kar raha tha
qareeb se ghuzarty hoay admi ny kaha
wa sardar sahib kia body hai
Iss pr sardar bola ……….
ye to kuch b nai andar ja kar meri biwi ko dekho
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Doctor to injured patient:
Jab car ek lady chala rahi thi tu tumhe
road se duur chalna chayi tha.
.
.
.
... ... .
.
.
.
Patient: Kon sa road? Bhai me tu park
me leta hua tha...
by Pak101.com (few years ago!)
Do Dost Film Dekhnay Gaye
Rastay Main Pan Ki Dukan Se Paan Khareed Liya
Aur Aagey Peeche Beth Gaye
Beech Film Main Aagey
Bethay Dost Nai Mushkil Main Kaha Yaar Peek Jama Hogayi Hai Kia Karoo Peechey Walai Ne Kaha Yaar Aglay Ki Jaib Main Dalday
Tou Usne Kaha Ke Nahi Yar
Is Tarah Touu Us Ko Pata Chal Jaye Ga Tou Peechay Walai Ne Kaha Abhi Tak Tujh Ko Pata Chala ?
by Pak101.com (few years ago!)