mil gaya oye
Mil giya Oye mil gaya,
Oye oye mil giya,
Oho mil giya,
Ballay Ballay…
Mil he giya,
Aaj to mil he giya,
Yeh sms phadne wala ek aur bewqoof mil gaya!!!
by Abdul Hannan (few years ago!) / 966 views
Similar Jokes
Shiri Rehman Farmati hay
Zardari hazir hay jooty ki saza panay ko
wah wah
Zardari hazir hay jooty ki saza panay ko
liken koi jutey say na mare mere dewane ko
by ubaid ur rehman (few years ago!)
Santa: Itne Kam Marks?
Do Thappad Marne Chahiye.
Pappu: Haan Papa, Chalo Maine Us
Saale Master Ka Ghar Bhi Dekh Rakha Hai…
by Pak101.com (few years ago!)
Agar aap ki shadi nahi ho rahi,
to
har Namaz k baad
7 dafa
Apni ammi ki
taraf
moun kar k
zor zor se chillayen…
Meri shadi karvao
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ne Darya mai Dobtay hoye 1 Aadmi ko bachaya.
Or Thori Dair Baad Dobara Phenk diya:
Kisi ne kaha ye kiya kia?
Phatan: Purani Kahawat hai
"Neki Kar Darya Mai Daal"
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan to 2nd Pathan: Yaar koi aisa Gift bata jo teri bhabhi k seedha Dil par lagay.
2nd Pathan: Goli maar day.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Girl:
Lekin mein tumse Umer mein 1 saal barri hoon..!
Pathan:
Oye baaji fikar kyun karta hy,
Hum tumse aglay saal shaadi karlega..!
by Pak101.com (few years ago!)
Sister to Brother:-
What Are You Going To Gift Grandma On Her Birthday?
Bro: A Football
Sis: But Grandma Does Not Play.
Bro: On My Birthday She Gave Me Bhagvat Gita.!
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan was weeping,
Admi:Q rotay
ho
Pathan:meri murghi mar gya hay
Admi:mra baap mr gya
mgr me to nai roya
Pathan:O tera peyo keraa anday dendi si
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 sardar aur 1 punjabi ka interview tha..
punjabi se:
Q: taleem?
Ans: B.A
Q:Pakistan kab bana?
Ans: Koshish pehle se chal rahi thi par 1947
Q:Pakistan ka pm kon hai?
Ans: Bohat ae gae lekin ab Geelani sahab hai.
Sardar ye sub sun raha tha usne teeno answer yaad ker liye
1-B.A
2-1947
3-Geelani
ab sardar se:
Q:naam?
ans: B.A
Q:kab peda hue?
Ans: koshish pehlay sy chal rahi thi per 1947 me
Q: Baap ka naam?
Ans:wese to kitne aye ge lekin ab GEELANI sahab hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Paani mein Whiskey milao ta nasha chadta hai.
Paani mein Rum milao to nasha chadta hai.
Paani mein Brandy milao to nasha chadta hai.
Saala paani mein hi koi burai hai.
by Pak101.com (few years ago!)