Kya Se Kya Ho Gaya

Pehle Wo Meri Girlfriend Thi, Main Bolta Tha Aur Wo Sunti Thi,

Phir Wo Meri Mangetar Bani Aur
Wo Bolti Thi Aur Main Sunta Tha,

Ab Wo Meri Biwi Hai Ham Dono Bolte Hain Aur Poora Mohalla Sunta Hai

by Pak101.com (few years ago!) / 918 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Arz kia hai.

1ladke ne 1ladki ko dekh kar arz kiya
Tere smile me kya chamk he
Tere smile me kya chamk he
wo muskura k boli
MERE TOOTHPASTE ME NAMAK HAI

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bahaar Aane Se Pehle Fiza Aa Gayi

Arz kiya hai:

Bahaar aane se pehle fiza aa gayi,
ki bahaar aane se pehle fize aa gayi,

Aur phool khilne se pehle.....
.... bakri kha gayi

by Pak101.com (few years ago!)
Funny

Ek admi ne zindagi se tang aa kar kaha
"Es zindagi se tu Mout achi hai"
.
Ek dam farishta aya owr bola ke "mai tumhy lainy ayah on"
.
Admi bola: Lo ab insaan mazak bhi nai kar sakta

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
aik banda bhagta howa

1 banda bhagta hua aata hay aur Pathan se kehta hai bhai jaldi jao tumharey ghar main Talaab ka pani ghus gaya hay.

Pathan: Oye kion jhoot bolti hay,
Ghar ki chabi to meray paas hay.

by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan pailat

Pathan:me bara ho k pailat banun ga.
Maan :mujhe kaise pata chale ga k ye mere bete ka jahaz hai.
Pathan:hum ghar k opar se guzarte howte 2 3 bomb phaink dia kare ga.

by Sabir shah (few years ago!)
Poti bhi asi kerte hai

1 Memon Road Se Guzar Raha Tha
Achanak Usne Jhuk Kar
Road Se Kuch Uthaya
Aur Zoor Se Chillaya
Kameenaay Log
Poti B Aesi Kartai Hen
Jaisay Koi Samoosa Para Ho.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
A Father was watching Fashi0n TV,

A Father was watching Fashi0n TV,
suddenly his younger Son came . , . . &
Father diplomatically said:
‘ Ghareeb larkiyan hen,kapre lene k lye b paise nhi’
Son: ‘ Is se b ghareb dekhni hai to CD hai mere pas’

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa Aur Ek Pathan Padosi Thhe,

Santa Aur Ek Pathan Padosi Thhe, Ek Din Santa
Pathan Ke Ghar Gaya Aur Us Se Pucha.
Santa: “Batao Aisa Kya Karen Ke, Saanp Bhi Mar
Jaye Aur Laathi Bhi Na Tootay?”
Pathan Huste Hue: “Very Simple, Jootay Se Maar
Do Saale Ko.“

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Navy mein kaam hai

Santa: navy mein kaam hai. karoge?
Banta: zaroor. kya kaam hai?

Santa: jab ship beech samundar mein ruk jaata hai, to tumhe peeche se use dakhelnaa hai

by Pak101.com (few years ago!)
Son: Papa aaj meri Miss

Santa’s Son: Papa aaj meri Miss ne aisa sawal pucha jiska jawab sirf Merey paas tha.

Santa: Oye Shabash puttar, kya sawal tha?

Son: Ye class main PAAD kis ne Mari?

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Teacher: Pakistan k kitne so..

Ek chor chori karne ek Ghar

Snta:tu miror k smne

sheikh k ghar main billi

Mera Confidence Dekho

Saas - Bahu

yaar meri biwi

sab say bara confusion

Ek sardar doosre se keh raha..

Born in California

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook