Give Right Indicator And Turn Left
Sardar Was Driving A Jeep In Jungle
Tourist:
If Lion Comes Very Close To Us
Then How Can We Escape?
Sardar Jee :
Give Right Indicator And Turn Left
by Pak101.com (few years ago!) / 1044 views
Similar Jokes
Pathan Ko Ladies Garments Shop Mein Salesman Ki Nokri Mili.
Aik Larki Aayi Aur Kaha:
Underwear Dikhao.
Pathan (Sharmate Hue):
Baaji ! Aaj Nahi Pehna..
by Pak101.com (few years ago!)
Hansi ko IÑBÖX
Anso ko ÖUTBÖX
Gusay ko HÖLD
Muskan ko SÉÑT
Help ko ÖK
Dil ko VIBRÄTÉ kro
Phr dekho zindgi ki RIÑG TØÑÉ
kesi pyari mehsos hogi.
by Abdul Sami (few years ago!)
A Very-Very Classic Insult...
Girl: Main Abhi-Abhi Beauty Parlour Se Aa Rahi Hoon...
.
.
.
.
.
Boyfrnd: Are!!! Aaj Bhi Band Tha Kya...??? :
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Ek Saal Main Kitni Raatain Hoti Hai?
Aman :10 Raatain Hoti Hai!
Teacher: 10 Raatain Kaise ?
Aman: 9 Navaratri Aur 1 Shivratri…
by Pak101.com (few years ago!)
Jati Nahi Ankho Se Ab Surat Uski,
Jati Nahi Dil Se Mohabat Uski,
Mehsus Ye Hota Hai Jeene Ke Liye,
Pahle Se Jyada Ab Jarurat Hai Uski.
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Pathan Ki Chappal Kisi Ne Churali,
Wo Seedha Qabristan Pohoncha
Aur Wahan Beth K Kehne Laga.
Khocha Hum Se Bach K Kahan
Jaega Eik Na Eik Din To Yahan Ayega.
by Pak101.com (few years ago!)
'Santa- If a lion attacks ur mother-in-law and ur wife, whom would u save ?
Mr.....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Hospital me sare pagal ro rahe the aik pagal soya huwa tha
dr:ap kiun nai ro rahe ho?
Pagal:pagal me mar chuka hun is lye to sub ro rahe hain
by Sabir shah (few years ago!)
Inspector 2 Santa:
Phansi Se Pehly, Bata Teri Aakhri
Khwahish Kia Ha?
Santa:
Mery Pair Uper Or Sir Neechy Ker
K Phansi De Do-:)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan: Khuda ka lakh lakh sukar
hai k pakistan 13 August ko aazad nai howa..
DOST: (Heran hote hoe) Q.??
Pathan:phir hum 14 August kese manaty!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)