Dil To Bachha He Ji
1 Ladki se 1 Ladke ne dil manga to ladki ne kaha kal dungi
Next day ladki apne sath bachha lekr ayi or ladke ko de diya kyu?
Dil to bachha he ji
by Pak101.com (few years ago!) / 1125 views
Similar Jokes
Aap ny kitni dafa logo k Mouh say suna ho ga
"Bonga"
Mager aaj tak kisi ko ic ki history nahi pata
Hum bhi aksar auqat bila sochay samjhy Apni guftagoo main isko istimal kertay hain or hamain ya andaza bhi nahi hota ky hum kya keh rahay hain
Yaa Farsi zuban ka lafz hy or ic ka matlab hy
"Bonga"
ghor sey perhany ka shukria. :-)
Bongay :D
by lescol (few years ago!)
Sardar g Saw A Man Stealing A Purse
Thief: There Is 1000Rs In The PurseWe Can Take 50-50
Sardar g: Ok ... Ok
Wh8 About TheRemaining 900 ..? ;->
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Suhagrat pe ladka wife ko sirf kiss kark so gaya.
subah ma boli: beti mandir jaane se Pehle naha lo. Bahu gusse main. ma ji sirf brush karwa lo baki sab saaf hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Pathaan Tableeghi Jamaat K Sath Gaya. Wapis Aya To Apni BV Ko Marna Shuru Kr Dia.
Logon Ne Pocha Tm Apni BV Ko Q Maar Rahy Ho.
Pathan Bola: Ye Daarhi Nhe Rakhti. Logo Ne Pathaan Ko Samjhaya K Aurton Ki Daarhi Nh Hoti.
Pathan Bola:Muje Maloom Hy ,
Lakin Ye IRADA To Kray…
by Pak101.com (few years ago!)
Ranjha ne bansri bajai heer daur k aai,
majnu ne been bajai laila bhag k aai
aur hum ne seeti bajai wo apne abu ko le aai.
by Sabir shah (few years ago!)
Urdu ke liye 1 dabayye, English ke liye 2 dabayye.
.
.
.
.
.
.
.
Saala ye to Hindi bolne wale ke sath nainsafi hai..:P:P
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
pehli parosan, “beti aaj kya paka rehi ho? ”dosri parosan “daal” pehli parosan “lakin khusboo to morgi pakne ki aa rehi hay?” dosri parosan “jee han,pak to morgi hi rehi hay lakin aap hi to kahti hain ghar ki morgi daal barabar.”
by Abdul Basit (few years ago!)
Sardar was painting his room
.
Us ne Chat ko paint karkay
Diwaron par likha
"SAME AS ABOVE"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa: Yaar Sooraj Raat Ko
Kyu Nahi Nikalta?
Banta:
Kya Pata Nikalta Bhi Ho
Andhera Itna Hota Hai Ki Dikhai Kuch Nahi Deta.
by Pak101.com (few years ago!)
Husband: Today is sunday & I have to enjoy it. So i bought 3 movie tickets. Wife: why three? Husband: 4 u and ur parents.
by khalid hussain (few years ago!)