Noker Ki Galti
Maalik Nokar Se:
Is Mehngai K Dor Me
Parathay Pe Is Qadar Ghee?
Kya Hogya Hai Tumhe?
Noker:
Maaf Kijiye Ga
Ghalti Se Mera Pratha Apke Pas Agya Hai
by Pak101.com (few years ago!) / 1100 views
Similar Jokes
Ek baar ek ENGINEER se exam me pucha gya
What is challenge. . .???
.
.
.
ENGINEER ne pura page khali chhodkar page k end me likha. . .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Agr apne baap ki aaulad h toh mujhe pass kr k dikha.
Its a challenge.
by Pak101.com (few years ago!)
Dilchasp Duaen”
Papu ko Dua Mili K Sada Hansty Muskraty Raho,
Aj Wo Pagal Khany Mein Hai…
Ajmal Ko Dua Mili K Dunia Tere Ishary Pr Chaly ,
Aj Wo traffic Constable Hai…
Tipu ko Dua Mili K Teri Zindgi Mein Phol Khilty Rahen ,
Aj Wo School Mein Mali Hai…
Bublo Ko Dua Mili K Sada Chamkty Raho ,
Aj Bablo K Sar Pe 1 B Bal Nai Hai…
Najma Ko Dua Mili K Hamesha Logon K Dokh Dard Mein Kam Aao,
Aj Wo Nurse Hai…
Ap Bolo Apko Kon C Dua Di Jae ?
Bara Kehty Ho K Duaan Mein Yaad Rakhna…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek bnda 1 wqt me 80 rotian khata tha.
Us ko circus walon ne dekha or hire kr lia.
Pehla show shuro hua, us ne 80 rotian kha li
agla show 1 hour bd shuru hwa or us ne phir 80 rotiyan kha li.
Log bht heran thy or 3rd show k liye or ziyada rush ho gia.
1 hour bd jb 3rd show shuru hona tha tou wo ghaib ho gia.
Us ko dhondte hwe jb us k ghar pohnche tou wo betha roti kha rha tha.
Jb us sy wja pochi to wo bola:
Na main show hi krda rawan roti na khawan
by haleema sadia (few years ago!)
Sardar : Sitting on The Top of the Mountain and Studying….
When a person asked what he was doing….
He replied… Oye!! Higher Studies Yaar
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: zameen per rehny waly janwer bachy dety hain,
hawa main urnay waly andy daitay hain,
Woh konsi cheez hai jo hawa mai bhi
urti hai or bachy bhi deti hai??
... .
.
.
Answer: air hostess
by Pak101.com (few years ago!)
1 boy went to meet his GF
when he came back at home
mom asked: Where were you?
boy: To meet my girlfriend
mom, ghusay se: kis liye?
boy: yes, bohat kiss liey
by Pak101.com (few years ago!)
Larki apni Dadi se: Main school nahi jawongi. Rasty main larkay chairty hain
.
DADI: Bahany mat banawo, mai bhi usi raste se roz bazar jati hon, Mujhe to koi nahi chairta.
by Pak101.com (few years ago!)
Girlfriend ke aansu aur boyfriend ke aansu me kya
fark hai?
GF ke aansu farmaish puri karwane ke liye nikalte
hain,
Jabki boyfriend ke aansu unhe pura karte karte
nikalte hain!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Circuit -Bhai, bapu ne bola tha ke kabhi jhoot nehin bolna mangta hai. Apun aaj se kabhi jhoot nehin bolega bhai.
Munna bhai -Aye circuit, woh sunita ka baap aya hai terayko dund rehla hai.
Circuit -Bhai usko bolo apun gaon gaya hai, kheti karneko.
Munna bhai -Par circuit, abhi to tu bola kabhi jhoot nehin bolega.
Circuit -Bhai, apun jhoot nehin bolega, par tum to bol sakta hai na.
by Pak101.com (few years ago!)
Rat Ko 2 Sharabiyon Ne Talaab me Chand Ki Parchhayi Dekhi.
1st- Ye Kya Hai?
2nd-Abe Ye Chand Hai.
1st-Sale Ghar Chal Hum Mazak Mazak Me Chand Par Phch Gaye.
by Pak101.com (few years ago!)