Baap bête khana kha rahay the
Baap bête khana kha rahay the to betay nay kaha: Abbu….
Baap nay kaha: chup karo khana khatay waqt baat nahi kartay.
Jab dono baap beta nay khana kha lia to baap nay kaha: Beta kia keh rahay the?
Betay nay jawab dia: Abbu Salan mein makhi thi woh kha gaye hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1296 views
Similar Jokes
Santa: Mein tere 64 de 64 dand todd dene hai.
Ik hor aadmi ne keha santa 64 nahi 32 Dand hunde ne.
Santa: Meinu patta se tu vi bolega is layi tere vi gin laye ne.
by Pak101.com (few years ago!)
Gabber sInGH nE jab JaNam LiYe To UsKi Maa usKo mAar rAHI Thi...
Nurse:Q MaR rHi ho??
mAA boLi: kamina jb se Paida HwA Hy, ake hI Baat Puch rHa He..??
.
.
... .
.
.
Wo kitnay Admin thay...
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Santa, itna udhaas kyu baita hai?
Santa: yaar betting mein maine 2000 gavaa diyaa :-(
Banta: kaise?
Santa: India pe 1000 rupaiye ka bet lagaaya tha aur India ne match haar gaya
Banta: lekin 2000 kaise?
Santa: aaj us match ka highlights daale. India pe ummeed rakh ke phir 1000 dala tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Larki ne namaz parh kar dua maangi
To Maa ne pocha:
Tumne dua main kiya manga?
Larki.
Wohi maanga jo aaj kal har khoobsurat larki ke khwahish hy,
Maa: Aakhir kiya maang liya kuch pata to chale?
Larki: muskuraty huayA
(mubeshir mehmood)
|\(”,)
| ‘..(>
| <|
MAA:
Chal pagli, tera itna acha naseeb kahan.
.
(NOTE) Msg farward kartay waqt name change kar k larki ka naseeb kharab na karain.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar:Ye Bacha Tmara Kia Lagta Hy?
Pathan:Ye Hmara Dooor Ka Sagga Bhai Hy
Srdar: Dooor Ka.Saga Bhai?
Me Samja Nai
Pathan:Is K Or Mere Drmiyan
13 Behen Bhai Hain
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pathan Book Pe Biryani Rakh K Kha Raha Tha,
Kisi Ne Poucha Book Pe Q Rakh K Kha Rahe Ho,
Pathan Bola,
?
?
?
?
Ye Student Biryani Hai..:p:p
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa:-Train me yaar raat bhar neend nhi aayi
upar ki seat mili thi.
Banta:-To seat xchange kar leta.
Santa:-Kisse karta niche ki seat pe koi tha hi nhi!:
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Banta: Mai Samne Wali Building pr bina Hafe Chad skta hu
SANTA: Nhi Chad skte!
BANTA: Agar chad jau toh kya doge? SANTA: dhakka.!
by Pak101.com (few years ago!)
Hello G! Main Shahrukh Khan bol raha hoon "KO BANEGA KARORPATI" se mere samne aapki girl friend bethi hain jo ke bohat acha khail khail rahi hian, Ab agli awaz unki hogi . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . "BACHAO, BACHAO, BACHAO
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 srdar jahaz may baitha tha pilot ny jahaz ko orany k lye
agy sy oncha kia,to
.
sardar pilot say:je tu one wheeling wali begherti karni a
te menu laa de…!
by Pak101.com (few years ago!)