Baap bête khana kha rahay the

Baap bête khana kha rahay the to betay nay kaha: Abbu….
Baap nay kaha: chup karo khana khatay waqt baat nahi kartay.
Jab dono baap beta nay khana kha lia to baap nay kaha: Beta kia keh rahay the?
Betay nay jawab dia: Abbu Salan mein makhi thi woh kha gaye hain.

by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1398 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Aik pathan aurat

Aik pathan aurat bank check cash karany gai. clerk: yahan sign karo
aurat: kesay?
Clerk: jesay khat k akhir main likhti ho!
Aurat ny likha: " Twade kaky di maa"

by Mohammad Ali (few years ago!)
A New poster outside the bank

A New poster outside the bank for the year 2015…
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Petrol Loans available here
CNG & LPG is also available

by Pak101.com (few years ago!)
1 admi k ghar k samne

1 admi k ghar k samne gadha mara parha tha

Isne Municipal Committee ko phone kia,"Mere ghar k samne gadha mara parha hai utwalen"
Jawab mila "wahin dafan kardo"

Woh admi kuch der tak khamosh raha, phir jal kar bola:
"Dafan to kar deta magar mene socha k iski ki aolaad ko to khabar kardon

by Pak101.com (few years ago!)
student life

Najomi Boy ka hath daikh kar bola :
Baita Tum boht Parhogay
.
Boy: Saalay.. Parh tu mai 12 saal sai raha hon, yai batawo Pass kab honga

by inayat khan (few years ago!)
Hamid kiun ro rahe ho?

Maan…………. “Hamid kiun ro rahe ho?”

Hamid…………..”ammi master saheb bimar the aur wo ………..wo ………..”

Maan………….”Kia hoya margaye kia be chare?”

Hamid………….” Aji kahan margaye………….tandarost hogaye hain.”

by hearthackervsgirls (few years ago!)
SARDAR G ka ghora race main sab se

SARDAR G ka ghora race main sab se peechay reh jata hai.

1 admi ne pocha:
?SARDAR G tohada ghora kera ae?

Sardar: ?Ohi. jinay sariyan nu agay laya hoya ae?

by Tanveer Hussain (few years ago!)
15 rupee me 1000 sms ki adat

Sonay k baad bi us k hath ka angutha hilta raha


faraz


us ko 15 rupee me 1000 sms karne ki adat ho gai thi

by Sabir shah (few years ago!)
School bus mein driver

School bus mein driver k peeche
baitha baccha khud se baatein kar raha tha.!

"Agar meri maa hathni aur baap hathi hota
to mai ek chota hathi hota...
hahaha.."

"Agar maa chirya aur baap chira hota to
mai 1 chira hota...
hahaha."

"Agar maa sherni aur baap sher hota to
mai chota sher hota...
Hahaha."

Driver ko ghussa aa gaya
aur bola:-
"agar teri maa kamini aur baap kanjar hota to tu kya hota??"
.

.

.

.

.
Baccha:- phir mai bus driver hota..! :D :P :O

by Pak101.com (few years ago!)
Zindagi mein 'GirlFriend'

Zindagi mein 'GirlFriend' banana bhi bahut zaruri hai..!
Kyu ki...
.
.
"Zindagi mein KHUSHIYAN hi sab kuch nahi hoti..!!
.
.
TENSION bhi zaruri hai..!!

by Pak101.com (few years ago!)
Baba-e-Qaum: Muhammad Ali Jinnah

Baba-e-Qaum: Muhammad Ali Jinnah
Quaid-e-Millat: Liaquat Ali Khan

Madar-e-Millat: Fatima Jinnah
Aur Ab . . .

Bhabhi-e-Millat: Sania Mirza. :-)

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Hindi Wife: Raat ko aap peeke

Jio Mentos Ki Jindagi

Arab couple Funny English SMS

BV apne shrabi pati ko sudha..

Teacher: Mai Kisi Pe

Snta: Arrange Mariage se achi

Banta to Lawyer

NASA ne 4 tamils ko chand pe..

Raat film main ek chudial

1 banda bhagta howa aata hay

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook