Eik sardar ja rha tha raste mein
Eik sardar ja rha tha raste mein 1board nazar aaya likha tha 'PARHNE WALA GADHA' sardar ko ghussa charha Mita ke likh dia' LIKHNE WALA GADHA'
by Pak101.com (few years ago!) / 1140 views
Similar Jokes
BOY to GIRL:Oye Hoye Kaha Ja Rai Hai
GIRL:-Tere Ghar
BOY:-Mai Bhi Ata Hu
GIRL:-Aja Besharam Ammi Ko Bataugi Apni Behan Ko Cherta Hai
by Pak101.com (few years ago!)
pappa: mummy kyu chup baithi hai?
santa: kuch nahi, mummy ne lipstick maangi thi, lekin maine fevistick de diya
by Pak101.com (few years ago!)
Khatoon Ne Apney Shohar Par Roob Jamaney Ke Lie
Cake Bana Kar Os Ke Saamne Pesh Kia
Shohar Ne Aik Tukrra Lia Aur Biwi Se Phoocha:
Kia Ye Tum Ne Khod Banaia Hay
Biwi:
Haa Q
Husband:
Bohut Khoob Tum Ne Is Cake May Kia Kia Daala Hay
Wife: Bohut Si Cheezey Lekin Tum Ye Kio Phoch Rahey Ho
Wife: Is Lie Ke Shayed
Doctor Bhi Mujh Se Yahi Sawal Karey
by Pak101.com (few years ago!)
Modern world-Ek aadmi ka Ye Sun Kar Heart fail
Ho Gaya Jab uski Kaam Waali Baai Ne Kaha, Sahab!
Orkut Pe Mujhe Bhi Add
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan namaz parhne gia
or 2 baar wojo kia
kisi ne pocha:khan sahab 2 bar kis lye wojo kia?
Pathan:aik baar toot gia to dosra kam aae ga.
by Sabir shah (few years ago!)
2 Choohay Darakht Pe Bethay The
Neechay Se Aik Hathi Guzra
Aik Chooha Hathi Pe Ja Gira
Dosra Chooha Bola
Daba De Salay Ko
Me Bhi Aa Raha Hon…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Girl: mai Tmhare liye Aag pe chal skti hn,
Naddi me kood sakti hn.
Boy: so sweet
kya
Tum mujhe Abhi Milne
Aa skti Ho,?
Girl: pagal ho kya.!
itni dhoop mei.
by Pak101.com (few years ago!)
1 banda bhagta howa aata hay aur Santa se kehta hai bhai jaldi jao tumharey ghar main talaab ka pani ghus gaya hay.
Santa: Oye kion jhoot bolta hay, ghar ki chabi to meray paas hay.
by Pak101.com (few years ago!)
Husband found his wife having affair with a man.
He decided to kill both, himself and his wife.
He pointed gun to his forehead and said to his wife:
Don’t worry, you are next.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Building k 100th Floor par 3 Dost rehte the.
1 din Lift khrab thi, Unhon ne Sirrhiyon se uper janey ka faisla kiya.
Boriyat se bachney k liye ye Decide kiya k
1st Friend kisi Jung ki story sunaye ga,
2nd koi Funny story, aur
3rd koi Sad story.
1st ne Jung ki story sunai aur 50 floor tak pohanch gaye,
2nd ne Funny story sunai aur wo 99 floor tak pohanch gaye,
Phir 3rd Sad story sunaty houy rony lga aur kaha k GADI DI CHABI FLAT VICH REH GAI A
by Tanveer Hussain (few years ago!)