A sardar ji was asked
A sardar ji was asked why he divorced his wife so he said "Yaar meri biwi bari hi characterless thi, shaadi mujh se ki aur bacha bhaqwaan se maangti thi."
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 980 views
Similar Jokes
Pathan Ki Dukan Pe Likha Tha:
“Udhaar Sirf Assi Se Nabbe Saal Ki Umar Ke Logon Ko Diya Jayega, Woh Bhi Unn Ke Maa Baap Se Pooch Kar“
by Pak101.com (few years ago!)
Jab koi itna khas Ban jaye top funny sms
Uske Bare Me sochna Ehsas Ban jaye
To Mang lena khuda se use zindgi bhar k liye,
Isse pehle ki uski MAA kisi aur ki SAAS Ban jaye.
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 admi 2 Cigarettes pee raha tha
BV: 2 Cigarette Q pee rahe ho?
Admi: dost ki yad aa rahi hy, 1 meri aur 1 mere dost ki
kuch din baad admi 1 Cigarette pee raha tha.
BV: Dost ko bhool gaye kya?
Admi: Nhi bewaqoof, mene Cigarette peena chorr di hy ab sirf dost ki pee raha hon.
by Pak101.com (few years ago!)
Girl 2 Sheikh:
Mujhe apni ring de do main ring ko
dekh k tumhay yaad karu gi
Sheikh:
Tum ye soch k muje yaad kr lena k mene ring mangi thi usne nahi di.;-
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Nurse:
Mubarak Ho Apke Ha Bacha Huwa Hay Kya Nam Socha Hy?
Baap:
Aap Itni Aatang & Beautiful Hen
Ap Hi Koi Nam Bata Den?
Nurse:Iska Nam Begairat Ka Bacha Rakh Den
by Pak101.com (few years ago!)
Cute girl scooty se ja rhi thi
ek ladke ko dekhte dekhte achanak gir gyi..
.
.
.
.
ladka: khi lgi to nahi ….
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Cute girl :
.
.
.
.
Na na eh ta yara da utran da style hai ji
by Pak101.com (few years ago!)
Baniya Marte Waqt
Baniya Marte Waqt…
Sunti Ho ?
Wife: Bolo, Mein Yahin Ho…
Aur Pappu aur Pinki?
Yes, Papa Hum Bhi Yahi Hai…
Baniya: Toh Paas Ke Kamre Ki Light Aur Fan Toh
Band Karke Aatey
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Banta to Doctor : Doctor Sahab! Mein apna dimag daan karna chahta hu.
Doctor : Hoga to hum le lenge
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan Cycle Ka Break
Haath Me Lekar Naach Raha Tha ,
2nd Khan,"O Kocha Ye Kya Karta Hai..?"
Pathan...
'BREAK DANCE'
by Abdul Hannan (few years ago!)
Doctor: What seems to be the trouble?
Patient: Doctor, I keep getting the feeling that
nobody can hear what I say.
Doctor: What seems to be the trouble?
by Tanveer Hussain (few years ago!)