Aik aadmi Ghar Pay Movie Dekh Raha tha
Aik aadmi Ghar Pay Movie Dekh Raha tha
Achanak Chillaya
O signature na kriiiiiiiiiiiiii
B.V Ai or Pocha konsi movie dekh rahy ho?
Aadmi bola apni Shadi ki Movie
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 948 views
Similar Jokes
Santa Ne Ek Din Badi Udasi Se Apne Dost Banta Ko Bola.
Santa: “Yaar Meri Biwi Gussa Bahut Karti Hai”
Banta: “Meri Bhi Pahle Karti Thi Ab Nahi Karti”
Santa: “Achha, Aisa Tum Ne Kya Elaaj Kiya?”
Banta Muskurate Hue: “Kuch Khas Nahi, Wo Ek Din Gusse Mein Thi, Maine Kah Diya Ke Budhape Mein Gussa Aa Hi Jata Hai, Us Din Se Wo Gussa Nahi Karti“
by Pak101.com (few years ago!)
Machar ny 1 Aadmi ko din my kata.!
Aadmi ny kah!
Tum din ko b kaat’te ho?
Machar bola!
Zardari ka dor hy Ghar k halat kharab hain!
Overtime laga raha hon…
by Abdul Sami (few years ago!)
Employee:
Boss aap shadi shuda mardon ko hi noukri q daitay hain????????
Boss:
Q kay unhain pehlay hi say Gaalian khanay ki aadat hoti hai………….=
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi ne ek gawar naukar rakh liya aur usse samjhaya ki kissi ke naam lene se pahle JEE laga diya kare.
Thori der baad naukar bhagta hua aya aur bola…
Sahebji, sahebji kutte’ji’ ne murgi’ji’ ko pakar liya hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ek newspaper me chapa"50%" "ladkiya bevkof hoti hai" Is pr ladkiyo ne khub halla machaya.
Fir chapa"50% ladkiya bevkuf nahi hoti" tab jakr ladkiya shant hui.
by Pak101.com (few years ago!)
GOLU-batao raste k dono tarf ped kyu hote he
MOLU-polution kam karne k liye
GOLU-Galat
kyuki agar ped raste me hote to gadiya kase jayegi
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: navy mein kaam hai. karoge?
Banta: zaroor. kya kaam hai?
Santa: jab ship beech samundar mein ruk jaata hai,
to tumhe peeche se use dakhelnaa hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kehte hain ki ISHQ main neend ur jaati hai
Koi humse bhi ishq kare
Khambhaqat neend bahut aati hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Why is Salman Khan disturbed these days?
Usi girlfriend jawaan ho gayi hai,aur bhabhi badnaam ho gayi hai…
by Pak101.com (few years ago!)
Dukandar ek aurat ko kapre dikha dikha k
thak
gaya..
.
.
.
akhir bola, mujhe afsos hai apko koi kapra
pasand nahi aaya..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aurat:” Koi baat nahi mai to wese bhi sabzi
lene
aayi thi…:P:P
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)