Malkan Ap Udaas Kyun Hai
Naukarani: Malkan Ap Udaas Kyun Hai
Malkan: Tumhare Sahab Office Ki Kisi Larki Se Payyar Karte Hai
Naukarani: Nahiiiiin, Sahab Mujhe Dokha Nahi De Sakte
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1604 views
Similar Jokes
Teacher:kal teacher kal suraj pe lacture dun gi sab ana.
Pathan:hum tu nai aae ga.
Teacher: Q?
Pathan:ami hum ku itna door jane nai dega.
by Sabir shah (few years ago!)
Larka: ?
Larki: $
Larka: @
Larki: ~
Larka: *
Larki: !
Tujhay kya Ghanta samajh main aayega???
Aby woh dono Goongay hain, Isharon main baaten kar rahy hain.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Faqeer:5 rupee ka swal hai baba?
Pathan:pocho shahid mujhe ata ho.
by Sabir shah (few years ago!)
Ramu: Sir, mere ghar mein TV chodke baaki sabki chori hogayi hai?
Police: chor ne sirf TV kisliye chodaa hoga?
Ramu: mujhe kya pataa sir? main us samay TV mein serial dekh rahaa thaa
by Pak101.com (few years ago!)
Arz kiya hai.....
.
.
.
Khidki se dekha to sadak par koi nahi tha,
...........
.
.
.
wah wah..!! wah wah..!!!
.
gaur farmaiyega.....
.
.
..
.
Khidki se dekha to sadak par koi nahi tha...
.
.
.
.
.
..
..
..
Sadak par jake dekha to khidki pe koi nahi tha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Chai ki patti aur patti (khawand/husband) main keya qadr e mushtarik hai? dono ki kismat main jalna aur ubalna likha hota hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Judge said to Pathan: Tum per cycle chori ka ilzaam sabit nahi hua lihaza, Tumhain Ba Izzat bari kya jata hai.
Pathan: To kya Cycle hum rakh le?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sardar to Son: Ja Puttar ek glass pani le ke aa
Son: Sorry abba mai nahi ja sakda
2nd Son: Abba ae te hai e chawal, to aap le ke aa
by Tanveer Hussain (few years ago!)
muna ammi kaha ja rehien hain,
Ammi:beta main bazaar ja rehi hun,
Muna: “ammi main bi chalon ga”,
Ammi: “magar beta tum ne kal hi to kapre kharede hain”,
Muna: “ammi humhare teacher kehte hain ke roz naha kar naye kapre pehnte hain”.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sonu-Tujhe Sharam Nai Aati Tu Apni Biwi K 7 Kapde Dho Raha Tha
Monu-Is Me Sharam Ki Kya Baat Hai.. Wo B To Roti Pakane Me Meri Help Krti Hai
by Pak101.com (few years ago!)