Arbi sekh lo pathan
Aik pathan 2 arbion k pas se guzara wo aik dosre ko galian de rahe the .
Pathan:qari sahib mujhe bi in duaon me yaad rakhna
by Sabir shah (few years ago!) / 911 views
Similar Jokes
Teacher: tum ro Q rahe ho?
Ladka:meri mummy mere papa ko kutta kehti h.
or papa unko BILLI,
mujhe samjh nhi aata ki main PILLA hu
ya BILLA?
by Pak101.com (few years ago!)
Girlfriend to Naman: Main tum se tabi shaadi
karungi jab tum koi sahsi kaam kar ke dikhaoge.
Funny Naman: Tum se shaadi karne se jyada sahsi
kaam aur kya ho sakta hai?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Baap ne apne baitay ki talashi li,
jaib se naswar, cigrette, chars, katrina kaif ki tasaweer aur girls ke numbers baramad hoye,
baap ne baitay ko bohot mara or kaha “kab se kar rahe ho ye sab kuch”?
Baita rote hoye bola,
“Abu main ne aap ki jacket pehni hui hai”
by Abdul Sami (few years ago!)
Baagh Me Bulbul Or Mehfil Me Parwaney, Behar-e-Ishq Me Kis Ka Baira Gharq Nahi, Dono Saari Raat Nahi Sotey Ik Pal, Aashiq Or Ullu Me Koi Farq Nahi.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Friend Said to Me:
Mere Paas Ghar Hai,
Car Hai, Computer Hai,
2,2 Mobile Phones Hain.
Tere Paas Kya Hai?
Maine Kaha: Mere Paas.
.
.
.
.
Cheeni Hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
That awkward moment when you
see a beautiful girl at a wedding
and then she shouts
Neee Bushra !! Ami nu puch, Boti
Waddi Pani ae ke nikki ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Train mein warning likhi thi :-Bina ticket safar karne wale yaatri “Hoshiyaar.”
Santa :-Waah, toh jisne ticket li woh “Ch#t*ye”? =
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A Family Saw ""Sholay"" Movie
Came Back Home And Husband Romantically Said To Wife
"" Nach Basanti Nach""
Child Added
""Nahin Basanti Is Kute K Samne Mat Nachna""
Regards
Leo
by Mazhar Khan (few years ago!)
Boyfriend Ne Girlfriend Ke Purse Mein Se Mobile Phone Nikala Aur Socha Ki Chalo Check Karta Hun Ki Isne Mera Number Kis Naam Se Save Kiya Hai
Aur Jab Usne Apna Number Dial Kiya To Jo Naam Screen Pe Aya Usko Dekh Ke To Bechare Ke Hosh Hi Udd Gaye,
Likha Tha, Recharge Wale Bhaiya.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:What is half of 8??
Rajnikant:
4
...
Santa:
Depend karta hai agar horizontally aadha karo to '0'
Aur vertically kaato toh '3'.
Santa rocked.
Rajnikant shocked\=D
by Pak101.com (few years ago!)