khod hi nakal leta
pathan martee waqt doctor se
pathan :doctor sahim mere marne ke bad mera dimagh kisi ko de dena
doc:tom be fikar hoke mar jao agar hota me khod hi nakal leta
by Abdul Hannan (few years ago!) / 1044 views
Similar Jokes
2 sardaron ko 2 bomb mile,
1st Sardar: chal police ko de k aate hain.
2 sardar: agar koi bomb raaste me phat gaya to?
1st sardar: jhoot bol denge ki 1 hi mila tha
by Abdul Hannan (few years ago!)
Maa: Kia kar rahy ho beta??
.
Beta: Maa parh raha hon
.
Maa: Very good beta, kia parh rahy ho??
.
Beta: Apni jaan ky msgs !!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek rangile ne apne girlfriend ke kuch jyada hi kareeb aane ki koshish ki.
GF : yaar, shaadi se pehle ye sab nahi.
Rangila : Don't worry, mein pehle se hi shaadi-shuda hu!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa class me haans raha tha,
Ek ladka bola : Stand UP, kaun ho tum?
Santa : Tum kaun ho?
Ladka : Mein monitor hu
Santa : Te phir mein CPU hu!!!
by Pak101.com (few years ago!)
1 sardar rail ki patri per so gaya .
1 aadmi ne kaha kya kar rahe ho? Train aayegi to mar jaoge!
Sardar: Mere uper se hawai jahaaz guzar gaya to kuch nahi hua, train kya cheez hai?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pita Ji Ne Apne Bete Ko Gusse Se Dant Te Hue Kaha
Baap: “Nalayak Kabhi Tumne Apni Koi Book Khol Ke Bhi Dekhi Hai?”
Beta: “Haan Papa Roz Kholta Hoon Ek Book”
Baap Hairani Se: “Konsi?”
Beta: “Facebook“
by Pak101.com (few years ago!)
2 boys with Sardar where going on a Motor cycle.
Policeman gives hand to stop.
Sardar shouted oye pehle hi teen bhete hai tu kaha bethega…!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Doctar Pagal Se
Tum Pagal Kaisy Huway
Pagal:
Main Ne 1 Bewa Se Shaadi Ki
Uski Jawan Beti Se Mere Baap Ne Shaadi Kar Li
Youn Meri Wo Beti Meri Maa Ban Gae
Un K Ghar Beti Hui To Wo Meri Behn Hoi
Magr Main Uski Naani Ka Shohar Tha Is Liye Wo Meri Nawasi B Hui
Isi Tarha Mera Beta Apni Daadi Ka Bhai Ban Gaya
by Pak101.com (few years ago!)
SARDAR:- Yar iska matlab kya hota hai, "I AM GOING"?
FRIEND:- Main jaa raha hun.
SARDAR:- Saaley, aise kaise jayega, 20 aur bhi aise ja chuke hain....answer bata ke jaa..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Judge: tm pe cycle chori krne ka ilzaam ssaabit nai hua,lehaaza tmhe baa-izzat bari kiya jata hy
Sardaar: ayda matlb mai cycle rkh lawan
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)