Maa or Baap
Saas: beti ab tum mujje apni maa or apne Sasur ko
pita hi samjhna,
Tabhi darwaje par ghanti baji,
Bahu ne darwaja khola to pati aaye tha
Saas: Kon aaya hai beti,
Bahu: Maa bhaiya office se aaye hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1076 views
Similar Jokes
Bania’s son: Daddy meri door ki nazar kharab hai SPECKS banwa do.
Kanjoos Bania took him outside & said: Woh dekh kya hai?
Son: Suraj
Kanjoos Bania: Abbe ullu ke patthe, aur kitni dur tak dekhna chahe hai tu.
by Pak101.com (few years ago!)
Mobile Ke Night Plans Ne To Humein,
Bhukha Hi Maar Diya Hai Doston,
Jis Ghar Mein Chori Ke Liye Jaao,
Koi Na Koi Aashiq Jaag Raha Hota Hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek chor amir aadmi ke ghar mein chori karne gaya. Tijori pe likha tha “Tijori ko todne ki jaroorat nahi hai, 452 number press karke sahmne vala lal batan dabao, tijori khul jayegi. Jaise hi batan daba alarm baja aur police aa gayi.”
Jate jate chor seth se bola: Aaj mera insaaniyat se vishwas uth gaya hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Baap : Sharab, Cigarette, Ladkiyan
Ye Sab Tumhari Jaan k Dushman
Hain..
.
.
Beta : Jo Shakhs Apne Dushmano
Se Dur Bhaage
.
Wo Mard Nahi Hota papa...
by Pak101.com (few years ago!)
1 bacha road pe kuttay ko le ja rha tha
1 Police wala hanste hue
Beta apne bhai ko kahan le ja rhe ho?
Bacha
Police me bharti krwane.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy : Jan-e-man!
Totay howay dil se pyaar karogi
ya dil tootnay tak pyaar karogi?
Girl : Kameenay!
Tuti hoi chappal say pitay ga
ya chappal tootnay tak pitega.
by Mohammad Ali (few years ago!)
S0me idi0t say:
"Behind every succesful b0y there is a girl"
but n0b0dy knows the fact that:
"Girls ch0ose only succesful b0ys"
by Pak101.com (few years ago!)
Faqeer: 10 rupiya de do sahab chae piyonga...
..
Admi: Chae tau 5 ki ati hai..
..
Faqeer: girl friend bhi piyege..
..
Admi: Faqeer ne bhi girlfriend bana li?
..
Faqeer: Nhi sahab... Girlfriend ne faqeer bana diya..
:D :D :D
HAHAHAHA
by WAQAR (few years ago!)
HUSBAND BIVI SAI PHONE PAR KYA PAKKAYA HAI
BIVI GUSSE SAI
ZEHAR
HUSBAND MAI AAJ LATE AOGA TUM KHA KAR SOJANA
by Mazhar Khan (few years ago!)
Dil Ke operation ko BYEPASS Q kahte hain????????
Socho Socho,
??????
Q Ke agar operation theek ho Gaya to PASS,Warna BYE
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)