Pehle roze per maar
Pathan pehle Rozay ko masjid me naat parhne gya
sab logo ne usy buhat maara
Kyun?
Kyun ke pehle hi rozay mein naat parh raha tha
“Alvidah Alvidah Mahe’y Ramzan”
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1086 views
Similar Jokes
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana. Kal
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony
mein mere lakhon rupaye fase huye hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
box was not opening
lawyer applied the all laws but box did not open
physics professor applied all the forces but it did not open
mathematicain said let us suppose box is open.
by zohaib (few years ago!)
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai, aaj nahin aaya,
kaha na kabhi kabhi aata hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan Ne Apni Qaza Namaaz Ada Karne Ka Socha:
Namaz Se Pehle Oonchi Aawaz Main Niyat Ki... 2 Rakat Namaz Fajar Qaza, 4 November 1996. Allah-o-Akbar
by Tanveer Hussain (few years ago!)
TEACHER: Us ne KHUDKUSHI kar li
Usey KHUDKUSHI krni pari
Dono me fark batao?
STUDENT: Pehla Parha Likha Berozgar Tha,
Dosra SHADI SHUDA tha.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik Mohabaat Hi Nai Duniyaa
Maain Dard Kah Sabaab
Faaraz
Darwaze Wich Unggli Aa Jaye
Tay Fair Vi Baraa Daard Honda Ay
Allah Di Kismay.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan or Gadhay me 3 batain comon hen
Bachpan main dono khubsurat hotay hen
Bachpan se hi mehnati hote hen
Baray ho kr dono transporter ban jate hain
by Pak101.com (few years ago!)
Jeeto was about to give birth to a baby.
Santa: If it looks like you, it would be great.
Jeeto: If it looks like you, it would be a miracle.
by Pak101.com (few years ago!)
7 Cheezein Jab Khatam Ho Jati Hai, To Bahot Takleef Hoti Hai.
1 “Pyaar”
2 “Rishta”
3 “School Life”
4 “Dosti”
5 “Paise”
6 “Sms Pack”
Akhiri
7 “Toilet Mein Paani“
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Kaam wali shanti ko bulao.!
Wife: Kyun?
Santa: Doctor ne kaha hai, raat mein dawa khane ke baad shanti ke saath so jaana.
by Pak101.com (few years ago!)